Leverage zeyada hony k nuqsaanat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leverage zeyada hony k nuqsaanat
    Dear friends kuch log leverage kam hony sy pershan hain mery khayal main jitni leverage kam hoge us k zeyada faida hy trader ko kyn k hum sub k account choty hoty hy ager leverage zeyada hoge to app zeyada size ki lot lagao gy app ka account wash ho skta hy is liay leverage kam hoge to app ka account wash nahi hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear liverage hamesha deposit ke hisab se rakhna chay keon ke liverage ka taluk lot size se hota hy ager ap ka deposit kum ho ga aur ap liverage size bahda dain ge to ap ka account wash ho sakta hy safe ni rehta, hamesha liverage ko deposit ke hisab se adjust kren
    • #3 Collapse

      Leverage zayada honay say koi nuqsaan us waqt hota hay jab aap Money Management ko use nahi kartay aur bari bari lots use kartay hain. Yani agar aap Money Management ko use karain tu zayada leverage aap ko koi nuqsaan nahi day sakti bulkeh yeh aap ko sahoolat daiti hay keh aap zayada chotay account per bhi traing kar saktay hain
      • #4 Collapse

        g han bhai apki bats ahi hai or main apki bat se garee hun forex trdaing main jo forex ny hmain lverage di hai wo aik taha se best hai or yah hmary sub k liye best hai qq k es k according hum bari lot nahi lga skty hain or yah aik acha point hai es main rsik nahi hota hai es liye jo leverge di gai hai osko usekar k trading karni chhyae zeda best hota hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          leverage k zeyda hony ka yahui nuksan hota hai k hum es main bari lotlana parhti hai aghr hmary apss bonus bhi akm ho tab bhi hmain bari lot set karni hoti hai jo k loss ka bais banti hai es liyehmain aik tu apny capital k hisab se leaverge set karni chhaye dosri es main hmain lot ko bhi kam se kam rakhty howe trdaing karni chhaye

          اب آن لائن

          Working...
          X