Kiya stop loss wali option say apni losses ko control kar sakte hai ya nahe

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya stop loss wali option say apni losses ko control kar sakte hai ya nahe
    G bilkul stop loss wali option say apni losses bari had tak control kar sakte hai q k stop loss apkey trade ko chand loss mai trade close kar daiga aor ap bari loss k bajae small loss say faida ota lainge es leye stop loss lagana buhot he zarore hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear friend aapne bilkul theek kaha hai agar hum stop loss laga kar trading karin to hum apne loss ko kabu kar sakte hain agar hum stop loss ke bagair trading karenge to humin bilkul bhi profit nahi ho sakta kiun kay bahut zyada loss hone ki wajah se usko recover karna bahut mushkil ho jayega isliye hamesha stop loss lagana chahiye..
    THKS
    • #3 Collapse

      g han dear friends agar hamara option stop loss lga hota ha to hamein km loss hota ha agar hamara koi stop option nahi laga hoa to isi soorat mn hamein bhut ziada loss ho ga. aur agar hm is trade mn lalach karein gy to hamein bhut ziada loss ka khatra ha .
      • #4 Collapse

        Bilkul control kar sakte hai stop loss option deya be es leye gaya hai k losses ko control kiya ja sake so ye buhot he zarore hai k jab be trade lagaya jae tu stop loss wali option ko zaror lagaya jaee
        Zuhaib9988 Trading journal
        https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
        • #5 Collapse

          Forex trading business mein stop loss buht ehm option hy agr ap stop loss ko use kartay han tu ap ziada loss se Bach saktay han aur aur ap ko kam loss ho ga kiok ap ne js point par stop loss ko set kiya ho ga trade close ho jaye gi aur ap ko ziada loss nhi ho aur ap market mein maajood reh kar loss ko cover kar k profit earn kar saktay han stop loss ka use zaroori hy
          • #6 Collapse

            g han bhai ap apni stop loss wali trdae ko loss se bacha skty hain or trading main jo stop loss hota hai wo use he esi liye karty hain k hmain trading se loss na ho or aghr loss ho rha ho tu osy lock kar diya jay or stop loss esi liye hoti hai jis ko trdaors apni trdaing main use karty hain hmain bhi apni tading main tsop loss ka use lazmi karna chhayae
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              g han bhai ap aysa kar skty hain q k hmari tdrading main jo stop loss hota hai wo esi liye set kiya jata hai k hmain lsos na ho or aghr losss main hmari trade chali bhi jati hai tu hmary pass kam margin main loss hota hai es liye hmaisha apni trdaing main tsop loss ko use kar k trading karen ta apko loss na ho

              اب آن لائن

              Working...
              X