Instaforex par scaling karnay ka tariqa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Instaforex par scaling karnay ka tariqa
    Humay chahiye keh instaforex ki policy ko read karen tab he hum esmain asani say kam kar sakty hay bohat say friends ko nahi maloom hum jo trade apny instaforex kay trading account main lgaty hay us trade ka kam say kam running time 5 mint hay aur agar hum 5 mint kay baad trade close karen gay tab hum usmain say profit lay sakty warna humara trading account es waja say bhi banned honay ka chance hota hay humay har haal main policy ko follow karna chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai g ap ky sawal ky mutabik hamein forex pr rozana aik regular tareqy sy posting krni chaheye . aur in posts sy hamein monthly profit milta ha . is mn hamein kisi kisam ka lalach nahi krna chaheye . jis mn hamein nuqsan ho.
    • #3 Collapse

      jab order ko oplace karna hota hay to is kay liye humain kafi practice say kam karna ho ga is main scalping karny say hi hum market ko smjh sakty hain humain leraning ki base say hi kam karna ho ga kun kay trade karna humary liey faida day sakta hay is main scalping ka istamal karna kafi faida dy sakta hay
      • #4 Collapse

        insta forex main kam karna hay to is kay liye is main scalping karnay say bee market main ziada profit hasi lho sakta hay magr scalping karny ka trika hota hay is kay kuch rules hoty hain jin ko follow karna hota hay jis ki help say hum kam karty hain scalping karty hain to kam karna kafi acha sabit ho sakta ha y
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          Scaling ek buhat he acha term he jis ko USe karty huwy hum short time trading buhat he achi kar sakty hen. Or asi topic pe mera ek sawal he AGR mainy trade 5 minutes rakha he es ke darmyan maire light chaly jati he to kia jab men PC on karonga mera trade complete ho chuka hoga ye mujhy loss ka risk he.
          • #6 Collapse

            han je bilkul rules and regulations companies esi lia banati hain k hum unko follow karen agar hum bar bar scalping krte hain or scalping me hum 5 mint se pehle trades ko close krdete hain to bht zada chance hai k insta forex walay humara account banned krdengay esi lia hume chahe k hum kam se kam apni scalping wali trade ko bhi 6 se 7 mint tak open rehne dain take humara account safe rahe.
            • #7 Collapse

              insta main kam karny kay liye humin is main scalping ka kam karna b best ho ta hay humain agr hard work kar kay kam karna ho ga jis say market say kam karna humary liye asan ho sakay is main scalping kmay rules ko follow kar kay kam karna ho ga ta kay trade karny say ziada achi earning kama sakain
              • #8 Collapse

                sclping karnay kay liye humain scalping ki poliy ko read karna ho ga humain is kay rules ko follow kar kay kam karna ho ga jis say market ko understnad karna humary liye loss km day saky is main hard work kar kay humain kam karny kay liye is main active ho kar or fresh mind say scalping karna ho gi
                • #9 Collapse

                  bhai forex trading main jo saclpers hoty hain wo short time frame ko he use karty hain es main un ko jaldi he apni trdaing amin loss or profit ho jta hai es liye hmain chhaye k jub bhi hum scalping main trdaing karty hain tu short tim efrme main trdaing karen ta k hmain acha profit mil saky trading se
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Dear scalping thora time hi karna chahiye ja tak ap k pass capital kam ho tab tak ap scalping kar sakty hain jab ap k pass capital zyada ho jaye tap ap achi long time trading tarni chahiye us sy ap ko trading mein experience ho ga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X