Automated trading theek hai our 100% EA hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Automated trading theek hai our 100% EA hai?
    Forex trading main do tarha ki trading normally her jaga trading hoti hai aik to hum log manual trading kerty jes main hum khud analysis kerty hain our trade lagaty hain second option humery pass robot trading hai js main hum trading software use keryt han our us ko Mt4 k oper set kerty hain wo as a robot trade kerta hai our profit ya loss humery account main kerta hai to dosto batati chaloun k manual trading mery hisaab say best hai koin k us main learning kafi hoti hai baki ap apna opinion share krean
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Main to dear shuro say he manual trading ki favour main hoon us main bhalay loss hota hai but us main learning kafi hoti hai baki ager app apnay emotions ko control nahe ker sagty hain to koi dosra trader ya member to app k emotions ko kabhe bhe control nahe ker sagta hai na he koi teacher us mamaly main app ki help ker sagta hai our robot ki setting jab aik trader khud kerta hai to pher behtar hai jo us ki setting ker rahy hain us ko follow khud ker lain nahe to account to robot bhe wash kerty hain
    • #3 Collapse

      G haan main bhe manually trading karna pasand karta hun aur mery khyaal se to automated trading wohi log use karty hain jo log market main kaam nahi kar sakty wo just invest kar k robot laga dety hain lekin es atrha wo apna sarmaya daao par laga dety hain. Aur manually trading se insaan sahi decision leta ha.
      • #4 Collapse

        Dear forex trading main 2 tara ki trading hy aik manual aur aik automated yani through roboot, roboot ki trading itni kamyab ni keon na to roboot analyze ker sakta hy aur na news ko read ker ke aur na trends ko follow kerta hy , manual trading best hy keon ke is main trade hamesha discipline ke sath hoty hy jo trade ki requirment hoty hy us ko pora kia jata hy
        • #5 Collapse

          dear forex mai ziada successfull trading manual he hoti hai kun k markeet har time aik jesi nahi rehti kabhi boht ziada fast aur kabhi boht ziada slow asi movement ko robot kabhi bhi nahi smjh sakta robot wohi karta hai ju ham nay usko command di hoti hai iss leay ham ko sirf apny mind say he trade karni chheay phir he ap success ho sakty hain.
          • #6 Collapse

            Dear asal mai ea ho ya automated trading ka koi aor software sab mai aik baat common hoti hai k ais mai ap ne jo bhi trade lagany k liay feeding ki hoti hai ye bas aus k hisab se tp aor sl laga deta hai jis se ais mai kaam ho raha hota hai aor tp bhi hit ho rahy hoty hai aor sl bhi hit ho rahy hoty hai agar market trend mai na ho to ais mai account wash ho jata hai ais liay hum ko khud hi kaam karna chaye.
            • #7 Collapse

              Dear Automated trading behtar hay lekin ak baat lazmi zehan may rakhy k jo log EA developer hotay hain wo log EA ko apni stratgy k mutabiq banatay hain jo k un k liye 80% to 90% correct kaam karta hay baqi jo log usko use kartay hain unko chahiye k pehlay Robot ki backtesting karay us k bad use karay.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Bilkol sahi kaha aap ne robot trading men utna maza kahan jitna manual men he. or Automatic se expert trader ko kabhi bhe faida nahen hota kio ke expert trader pahly market ko analysis karta he us ke baad koi desicion leta he jo k us ke trade ke lai buaht he acha desicion ban jata he magar ye cheez automatic men bilkol nahen kar sakta.
                • #9 Collapse

                  Robot trading ka aik bara nuqsaan hai wo ye k is se trader ko koi experience hasil nahee hota hai aor doosre ye k robot bhi kaafi expansive hote hain is liye in pe time zaya karne k bajae traders ko chaye k wo trading ko manually seekhne ki koshish kare taa k trading se long time tak benefit lia jaa sake
                  • #10 Collapse

                    Bhai automatic trading ky leay apky oas big amount ya capital hona chye tb ap robot khareedo aor us ma set kr do keun ky robot.market breakout py pagal ho jata hai isko trade management ki bhi smjh nhi lgti hai lehaza apko bonus account py automatic robot set nhi krna chue account wash hiny ka khtra rehta hai yahan ap manual trade kr ky learning ma.izafa kro
                    • #11 Collapse

                      G jnb aap nain bht achi baat share ki hai trading waqia do tarah ki hoti hai hum mukhtalif rate pr markeet say robot khareedtay hain jinki qeemat mukhtalif hotihai aur woh apnain hissab say profit ya loss kartay hain agar hum seekhnan chahtay hain to manual trading theak hai otherwise automatic behtar hai...
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        forex trdaing main trading do trah se ki jati hai aik main hum manual trdaing karty hain jo k hum sub ansle kar k karty hain os k bad jo ea trading hoti hai soko hum rebort trading kahty hain es main hum pahly se he apni trading ka material set kar dety hain jo k hmari trdaing target khud he achive karat hai jub k rebort trdaing main risk zeyad hota hai es liye manual trdaing karna bhtra rhata hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X