Stay Mentally Stress free always around your trading hours.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    yeh bath sahi hy ka humy trading krty waqt dosry depression and stress se bahir neklna hoga. Q k trading se fhly bhe apko khoob market analyze krni chahey oor per volatility k waqt apke focus and attention ziada dar kar hoti hy..
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      yes dear forex trading me emotions ki bohat hi zayada importance aur agar hum mentally free ho kar trading karain to humasani se es se profit earn kar sakte hain aur forex me trading kay liye best yehi hay kay phele hum forex demo account me khob practice karain.
       
      • #108 Collapse

        g han bilkul sahi kaha bhai ap nay. trade ek aisa passion hay jahan ap mental stress k sath kaam nahi kar saktay. agar ap stress mein hain to ap apnay dimagh ka sahi istemal nahi kar paingay aur ghalat strategies ki wajah say loss hi hoga. is liay jab bhi trade hours mein enter hon to apnay mind ko bilkul cool rakhna chahiay.
        • #109 Collapse

          jee ha jab ap trading kar rhy hoty ha ap ko chay ka ap mentaly tor par free ho fresh ho kar trading kary taky trading karty hovy ap ko koi problem na ho our ap achy tarha trading kar saky
          • #110 Collapse

            Maeray forex trading may koi expert adivisor pay yakeen nahe hey or may forex traiding may indicators ko sue kar kay good or true trend determione kar saktay hain q kah forex trading may iondicators say mujh ko ye pata chal jata hey kah forex market upper jaye gi ya phir nechay jaye gi or jab mujh ko true trend pata chal
            • #111 Collapse

              one thing all traders willing to make good income from the forex market should improve on is a is the control of the mind and then putting our minds in a stable state. our mind is veritable tool to success in forex.
              • #112 Collapse

                Forex is a on line business. forex depend upon the calculation and timely decision made at any one involved in the trading . If you are not with you mind active body in the forex your business may be loss . You will not make proper and timely decision as per requirement and cause you will have no profit at all
                • #113 Collapse

                  ggg han yah bat app theek kh rhy ho iss ko krny mn kafie mehnat darkar hoti hy iss mn app ko knowledge hona chahey baghair iss ky app hy kam nhn kr sakhty hn or subh sy barh kr yah ky ap ko is mn cool mind ky sath kam krna hona hy iss sy app koa profit bhi acha ho ga or tradingmn bhi asani aa sakhti hy
                  • #114 Collapse

                    stay mentally free ye boht zaroori hai is market main. jis waqt aap trade kr rahy hotay hain to us tym agar aap apni ya apni trade ki he tension main stressed raho gy to laazmi hai k aap k faislay ghalat hon or jahan sy aap profit kama saktay hain stress ki wjha sy wo b loss ho jaye. so stress free he hona chahye. zaroori hai.
                     
                    • #115 Collapse

                      Trading start krny se fhly humy market ko analyze krna hota hy, charts and indicators ko samjna hota hy, esi terha news bhe msjna ohti hy oro en sub k ley apko stress free rehna hoga jis me apka mind sahi work krly..
                         
                      • #116 Collapse

                        Jee bilkul theak kaha jab hum forex trading kar rahy hoty hay to humay chahiey keh hum stress free hon kyun keh agar hun strees main trading karen gay to hamri puri twaja trading ki taraf nahi ho gi aur humy profit ki bijye loss kay chance hon gay.
                         
                        • #117 Collapse

                          han ji main samjhta hoon ke forex trading ke business se ap ka mind bht zayda effect hota hai aur ap mentally stress main chale jate hain aur jab aisa ho tu main yahi advice don ga ka ap os waqat trading ko avoid karna chiya aur koi bhi trade ko open nahi karna chiya kyoun ke choti se gulti se ap ko bht zayda loss ho sakta hai
                          • #118 Collapse

                            g han ye sai hai ka ap jab trading start karain ya koi bhi kam ho to ap ko stress free ho kar karna chahiye warna ap ko concentration kam par nai hoti our ap ka focus divide ho jata hai our trading to ek eas busniess hai jis main trading k time full focus apney kam par ho market main points ko mind main rakh kar tarde karni hoti hai
                            • #119 Collapse

                              ye baat sach hay ke jitna aap relax ho kar aur jitna easy ho kar fresh mind se trade karen ge to aap market ko achi taran analyse kar saken ge aur profit earn karen ge aur jitna stress main kam karen ge wotna lose ho sakt ahy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                ha yeh baat bilkul thek hai ke forex trading ke wakt ap mentally tour pe prepare ho agr ap kisi pareshani mein stress le rahe hai tu wo apki trading pe asar andaaz ho sakhti hai aur trading basically apko decision lena hota hai ke apko trade is wakt krni chahye ya nhn aur bohat saare log stress mein ghalat decision le lete hai aur unka loss definetely hota hai aur wo is baat ko samajh nhn paate

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X