Stay Mentally Stress free always around your trading hours.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1111 Collapse

    Assalam u alaikum ji haan friends hamain ahmesha forex trading main trade lagaty waqt iss baat ka bohut khayal rakhna chahye k ham mentally tor pr fresh hon kisi kissam ki koi tension main karain aap trading focus rahain ta k aap issy acha profit earn kar sakain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1112 Collapse

      Apki baat theak hay agar hum stress free ho kar trading karen gay to theak say market par focus kar saky gay aur market kay bary main humay ziada achy say samjh bhi aa jaye ga
      • #1113 Collapse

        kisi b kaam ko krny k liay humy mentally tor pay kafi relux honay ki zarort hoti hai humy is kaam mai jis ka naam forex hai is main kafi care ki zarort hai kun k is mai hai hi mind ka kaam to is mai mistake ki koi gunjaish nahi hai mistake means loss
        • #1114 Collapse

          jnab hum jab trading karty hain to huamin is main sab say phly humain is main learning karni ho gi ta kay humin i smain loss nai ho or humain is main mently tor par free ho kar kam karna ho ga tak ay humain traidng main loss nai ho saky
          • #1115 Collapse

            the golden rule in trading and succes ful life is that we need to be emotionally stable yes if we are emotionally stable we will be succesful in treading busines as well as in real life so we need to controll our emotons and be stress free and mentally stable and this will make us emotionaaly strong so need to be frees from tensions.
            • #1116 Collapse

              apak tarding pe aik achi tarahys ay apnay plan pe focus ho kay tarding karna hi aik boaht hi bari kmaiyabi ka name hai is laiu ih tu kaha jata hai kay tarding pe aik achay mind kay sath tardimng karnays ay hi apko fadia bi milna hota hai
              • #1117 Collapse

                g han ye bahot hi zarori hay trading k duran hamy Mentally free hona chaye ta k ham ghalat trading na karen agar 1 dafa trading me ghalti ho jaye to per earning nahi ho sakti hay
                • #1118 Collapse

                  Jab be kphi be trader trading kary tu khud ko kisi be stress seay dor rakhy or trading keay time main khud ko stress main na rukh keay trading karey tu wo achi trading kar sakta heay or loss be nahi kar sakta profit kamata heay.
                  • #1119 Collapse

                    Trading key doran mentally stress nahi hona chaheye aur relax ho kar trading krni chaheye. Agar aap ko koi tension hy to aap trading na karain. Jo log trading key doran emotional ho jatey hain, woh banaye hoi profit ko bhi zaya kar detay hain. Stree ko control krney key leye long term trading karain.
                    • #1120 Collapse

                      Jee ap sey main agree karta hoon kay jab ap mentally stress hone gay tu kabi behi ap koi behi kaam sahiee nahin kar saktey ise tarah forex hay jis main full concentration sey kaam karna hota hay ager ap stress main kaam karain gay tu ap ko profit sey ziyada nuksaan ho ga.
                      • #1121 Collapse

                        g ma aap ki bat sa agreey kart ho ka ijob ma aap ko apna mind cool rakna ho ga our is ma aap ko knowlged our exproiness kizarort hote taka aap loss na ho our aap ko profit ho.
                        • #1122 Collapse

                          bilkul, forex trading mein b mind ka ek active or good place py hona b bohat zaruri ha kyu k agr trader wrong mind se wrong decicion forex-trading mein leta ha to usey loss b ho skta ha. mind ka fresh or active hona b trading k liye zaruri ha.
                          • #1123 Collapse

                            g han mere khyal me hum ko jab is me akmm kar rahe hote he to hum ko apne mind ko set kar k rakhna chahye os k bad hi hum ko kamm akrna chahye
                            • #1124 Collapse

                              Forex market is online earning way. If e are not folow the rules then we are not a successful and create the stress. Sothat we are joinnthe market learn.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1125 Collapse

                                bhai forex trading main loss aur profit dono kay chaances hotay hain iss liya try karain kay traading ko mukamaal learning kar kay start karain aur loss honay pe uss ki reason ko daikain aur apni galtiyun ki isla karnay ki try karain aur apni planning ko change karain aur try karain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X