Newbies k liay stop loss and take profit kyn zarori hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Newbies k liay stop loss and take profit kyn zarori hy
    Dear members waisy to her trader k liay stop loss and take profit zarori hy , lakin newbies k liay bahoot zarori hy kyn k aik to newbies k pass knowledge kam hota hy market analysis k bina trading kerty hy unka trading account b kam hota hy lot size zeyada hota hy is liay un k account ko wash hony sy bachata hy stop loss.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    New aany wala join karny kay baad demo pe practice kay doraan es cheez ko apni adat bana lay kay har trade par stop loss aur tp lagay. Agar demo par practice kay doran es cheez ko practice ka hissa bana liya jaay to main samjhta hun bht zayda behtar rahy ga aur real pe aa kar ye easy rahy ga.
    • #3 Collapse

      ap ne sai kaha hai but jo new traders hai wo phelay sikay phir kam krna shuru karay to stoplose ki b zarurat nai paray gi but ap ne sai kaha hai jb new trading krna shuru karay to stoploss zarur usee karay.
      • #4 Collapse

        new traders kay liey stop loss or take profit lagana zarori ha
        dear new traders kay liey stop loss lagana bohat zarori ha new traders kay consistent success honay kay chances kam hotay hain or aik galt entry stop loss na laga honay ki waja se un ka account wash kar sakti ha or new traders nay greed ki waja se aik big lots b lagai hoti ha or market kay thora sa negative move karnay se hi wo market se out ho jatay hain stop loss laganay par wo market me zada dair tak survive kar saktay hain or phr learn b karay gay market se
        • #5 Collapse

          New aany wala join karny kay baad demo pe practice kay doraan es cheez ko apni adat bana lay kay har trade par stop loss aur tp lagay. Agar demo par practice kay doran es cheez ko practice ka hissa bana liya jaay to main samjhta hun bht zayda behtar rahy ga aur real pe aa kar ye easy rahy ga............
          :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
          • #6 Collapse

            Forex pe kam karne ke liye aapke paas stay close Jyada Se Jyada Rakshita ke aapko market ki rivers sone ke Bali time par aapka count washna Ho take profit business income generated time Lage aur aap se mile Aapka kaam me aata easily manage ho sakta hai agar aap isko Samajh Ke Saath long time ke liye working karne ke liye utilise Karta Ja Gale AJ
            • #7 Collapse

              Asslam o alaikom ap ki bat sahi hai actully jo log nay ay hotay hai un ko market ke baray me itna khas pata nai hota un ko experiens ki zarorat hoti hai is liye un ko chahiye ke jab bi trade karay stop loss or take profite laga lain ta ke jitna loss ho wo us ke liye tiyar hon na ke unexpacted loss ho account wash ho jay is liye un ko chahiye ke trading karnay se pahlay apnay senior se kuch ideas or triks zaror samaj lay
              • #8 Collapse

                Dosto new trader k sath sath old trader and experience trader ko bhi stop loss and take profit laga ker rakhnay chahey tak big loss na ho marker zig zag hai Es main kise bhi waqat kuch bhi ho sakta hai news break ho sakti hai agar stop Los and takeprofit laga ho ga to ap without tension hun gay otherwise trade loss main chal pre ya account wash ho geya to pher ki ho ga tension so keep it.
                • #9 Collapse

                  Risk/Reward ratio ka agar ham jaiza len to without take profit aur stop loss key account balance ko ham kabi be manage nahi kar sakty, market me careful trading karny key ley stop loss aur take profit ki bahot hi zeyda ehmeyat hoti hay, hamara koi be order esa nahi hona chaye jes me take profit aur stop loss ko use na kia ho, account balance ki management key ley dono tools useful hey.
                  • #10 Collapse

                    main to ya kaho ha kay take profit and stop loss is business main kamiyabi ki 1 sab say bari waja ha,new user hi nahi har trader ko apni trade main in ka use zaror ker ho ga tab hi wo is business main save trading ko ker sakty hai.or jo trader apni trading main take profit and stop loss ka use nahi karty hai.unka account har time risk per hota ha.wo kisi bi time main trader ka poray ka pora account hi wash ker datay hai.is liya trading main take profit and stop loss ka use buhat zarori hota ha..
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      G haan daikha jay to SL& TP dono hi bht zaroori hain old and newbiees k lye q k is se bht bachat hooo saqti hay ap k account ki

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X