Talent ya knowledge forex main

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Talent ya knowledge forex main
    dear aj main ap ko betana chahta hon k kuch dost kehty hain k forex main talent sy ap kamyab ho sakty ho per mera khial yeh hy k ap jab tak forex ka ilm hasil ni kro gy hard work kr k ap forex main kamyab ni ho sekty ,talent hona achi bat hy per jab tak ap hard work kr k forex ka ilm hasil ni krty ap forex main kamyab ni ho sakty
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bahi jan mary khyal my dono he,q k agr op k pass knowledge hy forex trading k mutilk lkn wo ap ko use nahe krni ati q k ap ki practice nahe hy us ko use krny my.or agr ap k experience sy to b ap us experience ka kuch b nahe kr sakty q k ap k pass knowledge nahe hy.is liay dono chezzo ka hona zururi hy.
    • #3 Collapse

      Dear friends aik baat humisha yad rakhy mehnat zahanat ki kami ko pora ker skti hy lakin zahanat mehnat ki kami ko pora nahi ker skti is liay knowledge gain kerna bahoot zaroor i hy , knowledge na ho to talent ksi kaam ka nahi.
      • #4 Collapse

        dear ap ne yeh sai kaha talent zaruri nai hai hard work ki zarurat hai but mein yeh kheti ho in dono ki zaida zarurat hai talent b ho aur ap hard worker b ho to kamiyabi hoti hai forex mein.
         
        • #5 Collapse

          agar traders acha knowledge aur expernice rakty hey to talent khud hi traders me asakta hay, forex ka complete knowledge aur expernice traders key weakness ko dor kar sakta hay, hamesha apny knowledge aur experience par hi trading karni chaye, es business me na app talent app key kesi kam a sakta hay aur na hi app ka luck trading me koi help de sakta hay.
          • #6 Collapse

            asa he hai app koi b kam laye lo jab tak ap us kam ko achy sy nhi kro gy app kamyab nhi ho gey asy he forex trading hai is ko kr ne k liya app ko is k bary main sekha na par ta hai or usk liya is ko time dy na hota hai or talent ki bat hai to app ko jab tak trading ka experience nhi ho ga to app is main expert nhi ho sahko gy is liya app ko chahy k app is k bary main sekho or phir he achy analysis sy trading kro or profit earn kro.
            • #7 Collapse

              meri nazar mein dono ki zarurat hai forex mein jb tak ap talented na ho aur knowledge na ho to ap kamiyab nai ho sakty hai forex meein kbi.
               
              • #8 Collapse

                forex trdaing main talent bhi knowledge ks ath he ata hai hmain forex ka knowledge nahi ho ga tu talent bhi nahi aya ga es liye bahar yahi hai k ap forex main knowledge ko inhance karny ki try karen talant hmain khud ba khud he a jtaa hai es k bad hmain hmari traing main jitny bhi waek point hoty hain wo sub clear ho jaty hain
                • #9 Collapse

                  Assalam o alikum dear friend me ap ki sy itfaq karta han. hamary pas talent bhi tb hi hona ce ay ga jb hamry pas knowledge bhi hona chahye. or hamen over confedent nhe hona chahye over confedent sy hamen loss bhi ho sakta hy.
                  • #10 Collapse

                    asslam o alaikum to all friends me ap se ye kahna chahta hon k telent to zarori hai q k ap telent k bina knowledge he hasil nhi kar sakty jinko es kam ki samj he nhi ay gi to wo knowledge kasy hasil kary gy lakin jo insan ziada telented nhi usy boht ziada hard work karna pary ga tab ja k wo kuch sekh saky ga
                    • #11 Collapse

                      Ap forex trading business mein apne talent ko bhi tab useful bana saktay han jab ap forex trading business mein mehnat aur hardwork kar k learning knewledge aur experience hasil kartay han aur agr ap ko forex trading business ka knewledge nhi hy tu ap ka trading ka talent bhi kuch kaam nhi aata is mehnat aur hardwork se knewledge hasil kar k apne talent ko use karain tab hi acha profit earn kar saktay han
                      • #12 Collapse

                        i think both is better in forex business ager apka pass experience ha to per be teak ha laken ager talent ha to per be teak ha laken ager both ha to per super ha es leya both is better for business............
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Phooljan پيغام ديکھيے
                          dear aj main ap ko betana chahta hon k kuch dost kehty hain k forex main talent sy ap kamyab ho sakty ho per mera khial yeh hy k ap jab tak forex ka ilm hasil ni kro gy hard work kr k ap forex main kamyab ni ho sekty ,talent hona achi bat hy per jab tak ap hard work kr k forex ka ilm hasil ni krty ap forex main kamyab ni ho sakty
                          Bhaijan forex platform me agar kuch kamana he ap ne tu forex ko seekhna or samjhna Hoga ap chahay jitne b talented ho jab thak nhe samjhogay aur seekhogay to apka talent kuch b nhe he
                          • #14 Collapse

                            bhai jaan jo bhe hy is mn ap ko is ka knoelledge or is ka talent hona lazmi hy kaun k jis k pas talent hota hy agar is k pas knowledge nhn hota tu is mn is k talent k faida nhn hota hy is lye in ko yeh dono hona lazmi hy ...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading mein telant knowledge ky sath sath luck b etni hi important he.expert k pas knowledge aur telant donu hi hoty hen phir bhi loss ho jata hey.trading ko zayad time deny se profit ki ratio barh jati he.telent to god gifted hy aur knowledge apki mehnat hoti hy donu hi bhot aham hen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X