Problems in hedging strategy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Problems in hedging strategy.
    Asalam-o-alikum! Dear forum members main aap se 1 problem share karna chahta hun. Hedging main aap jab kaam karty hain to market ksi time 1 he direction main move karti hay aur wapis aany main time leti ha jis ke wajha se aapka account phns jaata hay. To aapka kiya mashwara hay kiya karna chahey us wakt?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g dear bilkal hedging main hamesha mera account wash hi hua hai hedging main jab hamra account pas jata hai tu ose nikahedlna bohat muskil hota hai hedging k liye be experince ki zaharorat hoti hai
    • #3 Collapse

      Dear wese jab hmAri koi trade loss men continue ja rhi ho to ham heading krna syart kr dete hain but main heading ko acha ni smajhta hoon qk jab ham heading krna shuru kren ge to ho sakta hai market phir se wapas aana shuru ho jay to phir iss tarah se ham loss ko recover krne k bajay hamen aur ziada loss hota hai
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        G jnb aap nain bht achi baat batayi hai bilkul jub market opposite side or chal parhti hai to him log hedging start kar deta hain or is tarah market ko Wapas aanain main kaafi time lag jata hai or hamari trade kaafi phans jaati hain is liye humko hedging ziada ni karni change q k ho skata hai market ussi waqat Wapas chal parhay...

        اب آن لائن

        Working...
        X