at a time aik se zeyada trades'

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    at a time aik se zeyada trades'
    Dear bro's at a time aik hi pair pe aik se zeyada trades open krna kitna dangerous ho sakta he.ap is baary me keya kahen gy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes of course Forex trading me I am at a time Ek Se Jyada trade Laga sakte hain aap ko pata hona chahiye Hamare analysis kitne Honge Hum Forex trading mein itna Zyada trading kar sakte hain aur Hanuman forex market Mein leverage Jyada use Karke profit Bhi Jyada Run kar sakte hain isliye Hame chahiye ki hum Apne instaforex bonus account se trading kaise kare sirf aur sirf Apne man mein Rakhe jitni bhi trading karni hai trading kartrocket sirf aur sirf Hum Tum Apne instaforex bonus account se different currency pairs ke upar trading kar sakte hain Jab Hum Aapke Lankan market Mein Hamare Paas leverage Jyada hoga job paramara instaforex wala bonus accounts Yaad aaunga
    • #3 Collapse

      bohat zada dangours ho sakta ha ku kay agr ap zada trades laga kar phans gay to ap ko is se bachna or apnay loss se recover karna b bohat muskil ho sakta ha or second baat yeh ha agr ap aik hi pair me aik se zada trades open karo gay to ap kay pass margin b kam reh jaey ga ap jub aik pair me trade lagi ho to ap os trade ko hedge kar lay phr jub ap analysis kar kay ap ko market ki direction ka pata chalay to ap os direction ki taraf trade open rehnay day or dosri close kar day is tarah ap ki negative trade profit me ajaey gi
      • #4 Collapse

        kesi be trader ko at a time 1 se zeyda trades open karny ka risk nahi lena chaye, agar traders forex business me risk factor ko understand karen to mery khayal me traders ko knowledge ho jaye ga key 1 se zeyda trades open karny me ketna risk ho sakta hay, 1 hi trade open honi chaye jab es me profit ho jaye to per se trade open karni chaye es me traders lot size ko increase be kar sakty hey maegar 1 se zeyda trades ko manage karna bahot hi mushkil ho jata hay.
        • #5 Collapse

          je han hame trading apne margin level ke hisab se he krni chaye agar ham logo ke investment achi hai tu hi big lot size se trading krni chaye nh tu avoid krna chaye zida trader krne se kun ke yeah bht he zida risky ho sakta hai ham logo ke liye or hame big lose bhe ho sakta hai es liye market ke hisab se or margin ke hisab se he hame trader open krni chye
          • #6 Collapse

            Aik hi waqt main aik sy ziyada trades open karny sy lot size account ki worth sy ziyada ho jata hai...jis ki wja sy ziyada loss aur profit ka khadsha ho jata hai...is liye at a time 1 trade leni chahye..jb wo tp ya sl hit kry to phir dosri trade open karni chahye
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              bhai g merey khayal sy to ye bahot ghalat strategy hy jis mein aap aik hi time aik sy ziada trades lagaty hain keun k is sey agr apki trade loss mein chali jaye to ap k liey usay control krna mushkil ho jata hy aur waisay bhi apki equity ,margin aur capital kam ho jaaty hain

              اب آن لائن

              Working...
              X