"Control your emotions when you are in Forex?
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    jee han insan acha trader tabhi ban sakta hy jab in saub chezon ko control mein rakhy to hi
    insan kamyab ho sakta hy is mein apna fyda hy oska osko chahiye ke achy se kam kare is mein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      bhai jan ap ne is main greed ki baat ki he or main b usi k bary main kehna chahta houn k aghr hum is main lalach krty hain to humain is main se bht loss ho skta he or ye bht barrhi ghalti he or hum is main emotional b usi waqat hoty hain jub humain is main se loss ho jata he. is main humain apni mistakes ko accept krna chahiye
      • #153 Collapse

        Emotions are our biggest enemy and this is very bad in the Forex trading so we must control our emotions while trading in the Forex and never in hurry of making the money and control the emotions and trade in a better way to get success.
        • #154 Collapse

          ji han my dear friend ap ne bilkul sahi kaha hae k fotex trading mein apne emotions ko apne control mein rakhna chahiay kiunk isi tarah se hi ap ko forex trading mein success hasil ho sakti hae.
          • #155 Collapse

            Forex trading aik risky online business hy aor es may emotion py control krna bot zrori hy,yh bot important hy aik trader ky ley ky wo forex may emotion ko control kr ky kam kry tb he success possible hti hy forex market may.
            • #156 Collapse

              Yes my dear friend forex trading ki is working main hum apna emotions ko control main rakhna chaheya us time jab hum koi trading kar raha ho because jab humy trading say profit ho raha ho ta ha to hum apna self confidence loss kar daety ha or hum loss ho jata ha.
              • #157 Collapse

                jee yehi main reason hai jis ki wajah se accounts wash ho jatay hain ziada tar log over trading and revenge ki wajah se maar khatay hain forex jaisay alaa bussiness me
                • #158 Collapse

                  In my thinking that we are control the emtoin in the Forex market. We can say that qecare 50% success in the Forex market. We are work in the market regular.
                  • #159 Collapse

                    Sir apki baat theek hai is may ap ko kaafi loss hota hai profits bhi ye dono hi forex ka hissa hai apko is may normal hi rehna parta hai tab hi ja ker ap ko is may kuch hasil kernay ko milay ga werna nahi himmat or bardast say kam kare thank u
                    • #160 Collapse

                      Yesof course that yiu are say the100% right. We are control.the enoruoon and we are successful trader in this market.
                      • #161 Collapse

                        market lazmi nahe hai k jaisy ham order lgain waisy he hamary favour main chali jain yahan per wait karna parta hai is lai lamzi hai k ap apny emotion ko control main rakain. taky jildy main ap ko loss na kar dain
                        • #162 Collapse

                          forex ke business me emotional kabhi bhi na hon agar emotional ho kar kaam karen ge to me samajhta hon ke woh sab aap ka balance loss me chala jae ga bas emotions ke bina kaam karen takey aap ziada se ziada trading se profit bana saken .
                          • #163 Collapse

                            jee bilkul janab ap theek keh rahay hain.. Forex trading ka yeh business waqai buhat risky hae or agar hum iss business main kaam karna chahtay hain tou usky liye yeh buhat zada zaruri hae k hum yahan pe jab kaam karen tou hum apnay emotions ko control main rakhain takay hamen loss na ho..
                            • #164 Collapse

                              jnab hum jab trading karty hain to huamin is main loss b ho sakata hay or humain is main profit hasil kanra hay to huamin trading amin learning kar kay huamin trding main kam karna ho ga ta kay humain trading main achi eanring hasil karna
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Sometimes trading mai loss honay ki wja say trader emotional ho jata hai jiski wja say trader greedy hota hai or money management ko ignore krtay huway zyada lot size ki wja say account wash krwa leta hai jb k esa bilkul nhi hona chahiye trading mai agr loss ho jaye to complete patience ka use krna chahiye or money management ko use krtay huway apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X