greed man he zuada trader loss kun krty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed man he zuada trader loss kun krty hain?
    bhai mujy yah btaye k zuada trader ko greed ki waja sy he loss hota hai phir bhi woh greed ki mistake lo thek nahi krty bar bar loss isi waja sy krty hain is kuy bhai woh trader kamyab nahi ho skty jo greed krty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    je main es bat se agree krta hon kun ke ham logo ko trading main jab bhe lose hota hai tu zida main reason hai greedy ka agar ham log kam earning ko bhe accept kren or zida greedy na kren or emotion per bhe control rakhen tu ham log trading main kam time main good profit le sakte hain or jab bhe ham log greedy krte hain tu trading main hame lose ke elwa kuch nh milta hai es liye greedy se avoid krna chye
    • #3 Collapse

      forex trading ak business hai or is main lalach kr na ap ka apna he nuksan hai zayda tar trader zayda sy zayda jaldi earning kr ne k chakra main jo un ki apne asaal earning hoti hai wo us ko b loss kra k betha jaty hain or trading chor dy ty hain ya he sub sy bari wajha hai k har din app ka nhi hota forex main kise din app ko trading main kuch loss b ho to app us din trade na kry next din kry kyun k us din app k analysis achy nhi ho gey is liya asy app loss sy bacha jaye gy
      • #4 Collapse

        hassan bhai, ap ne sahi kaha ke greed men ziada trader loss karty hen, uski waja ye hey ke jab ham aik trade open karty hen or market thora sa hamary against move karti hey to hum usi waqt aik or trade open kar dety hen greed men aa kar ham patience bhul jaty hen, is waja se jab insan greed men trade karta hey to uska account hi wash hota hey.
        اگر آپ کو میری پوسٹ اچھی لگی تو تھینکس پر کلک کریں۔
        • #5 Collapse

          G han bilkal main ap ki bat se agree krta hun aksar trader greed main zada lose krte hein hume greed se door rehna chaiye ye hamre liye important hai hume is main menat krni chaiye
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
            bhai mujy yah btaye k zuada trader ko greed ki waja sy he loss hota hai phir bhi woh greed ki mistake lo thek nahi krty bar bar loss isi waja sy krty hain is kuy bhai woh trader kamyab nahi ho skty jo greed krty hain
            Traders ko greed krnybki wja sy loss aisa hota hai k jab traders ko profit ho raha hota hai to wo sochty hain k hamain ziada profit ho jai or wo apni trade cut nahi krty jis sy traders ki trade loss main janay lg jati hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Ji bilkul janab boht Acha sawal kia ap ne duniya m koi bhi kaam aisa nahi jis m greed ho aur woh successful ho jae aise hi forex trading main bhi greed loss ki taraf Le ke jata hai
              • #8 Collapse

                Ji dear ap sahi keh rahy hain jo traders greed karty hay un k loss ki waja greed hi hoti hay traders to chahiye k wo daily base py target set kar len is sy wo greed sy bhe baj jaen gy or loss sy bhe jaen gy greed bahut nuqsan deh hay new traders k liye aor expert bhe greed ki waja sy loss mein chaly jaty hain is liye greed nai karni chahiye
                 
                • #9 Collapse

                  Forex main kamyabi k liye patience bahut zaruri hai... aisy log jo ziyada profit earn karny k liye ziyada lot size use karty hain to un ka account wash jo jata hai ya un ko bahut ziyada loss ho jata hai..
                  • #10 Collapse

                    Pahly to forex ki envirment ko samjhna zarori he kio k kabhi market buhat he fast chal rahi hoti he or humry kuch dost jaldi men order laga k beth jaty hen phir bhari loss ho jata he .es lai aap petience rakhen or jaldi nahen karen. han kabhi loss ho bhe jata he us ka masa nh magar baar baar loss ho us se bachny ke lai study karen knowledge hasil karen.
                    • #11 Collapse

                      Sedhi c baat hy k greed man ziada loss kiun karty hain kiun k woh lalach mein ziada trade karty hain halanky wahan ziada trade ki position mein nai hotay jis ki wajah sy ziada nuqsan uthaty hain
                      • #12 Collapse

                        forex trdaing main jo trador greed karty hain wo kbhi bhi kamyab nahi hoty hain es liye hmain cahye k apni trdaing main greed ko avoide kar k apni trdaing karen es k sath sath apni trading main kamyb hony k liye zeyda se zeyda knolwedge gain karna chahahe q k jub hmary apss acha knowledge hota hai tab hmain achi trading mil jati hai
                        • #13 Collapse

                          firex ak aisa business hy is mn jo bnda kamyabi chahta hy wo is mn lalach ko khatam kr k bagir kisi lalach k karey is k baad is ko kabhi bhe loss nhn aye ga kaun k is mn jo bnda lalach karta hy phr wo loss hasil karta hy ...
                          • #14 Collapse

                            Brother aap ki baat theek hai k hum ko greed ki waja se kafi loss hota hai mager greed to insaan ki fitrat main shamil hai iss se bachna bohat mushkil hai. Ager hum achy trader banna chahty hain to hum ko apny emotions pay control kerna hoga aur koshish kerni ho gi k hum greedy na banain aur jab bhi trade lagain to stop loss aur take profit lagain jiss se hum ko profit ho sakta hai. Iss k ilawa ager hum apni equity ko ziada kerny k baad trade shuru kerain to hamary profit margin k chances ziada ho jaty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai jaan ap ki bat bilkual thek hy is mn lalach kar at hy is ko loss ata hy is mn dunya ka jo bhe kam hy is mn jo bnda is mn aagr greed karta hy tu os ko is mn lazmi loss ata hy is kisi sach kha hy k lalach ak bori bala hy....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X