Kiya ak waqat may ak se ziyada pairs par kaam karna chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya ak waqat may ak se ziyada pairs par kaam karna chahiye?
    Aksar Experienced traders and investers and PAMM managers ak waqat may ak se ziyada pairs par kam kar rahy hotay hain q k forex trading may unka experience ziyada hota hy or wo ak waqat may bohut ziyada charts ko read kar rahy hoaty hain, lekin newbies ko ak waqat may ak se ziyada pairs par trade nahi kani chahiye q k newbies ak waqat may ak se ziyada charts ko read nahi kar sakty or loss se bachnay k liye ak pair par trade karna kafi hy.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes of course I Forex trading Mein Ek Se Zyada currency pairs ke upar trading karna chahiye Agar Hum forex market trading karna chahte hain toh Hame opportunities karna chahiyeHamare Paas jitni Jyada opportunities maujoodgi forex market mein Amit nahi Zyada Apne and star Forex bonus account se trading kar Sakenge isliye Hame chahiye ki hum Apne instaforex bonus account tradingauraur Hame friends Tagore ex-bonus accounts browser karna karna chahiye
    • #3 Collapse

      yes brothers you are right new members ko pahly experience he lena chahye phir aik se ziada pairs par kam krna chahye or experience hasil krny k lye demo account par kam start kary old and experienced members k lye to koi problems nhi hoti wo apny kam ko achi tarha analysis kar lety hain
      • #4 Collapse

        haan bhai aap ek se zyada currency pairs ke upar trade kar sakte hain uske liye aapko trading platform ko Jyada time Dena hoga technical analysis acche se sikhne ho gaye Takia pics mein Ek Se Jyada Pyar Ke Upar harmonic pattern legacy aur sport and resistance or trendline use karte hue by SL Kisi bhi pyaar ko kar sake humesha apny oper confidence peda karean
        • #5 Collapse

          G ye sub Ap k experience pr a agr Ap ne ik pair pr trade lgai hui a aur kisi doosry pair ka chart check karty Ap ka experience kheta a k is pair m Markeet kafi Neechy chali gai a agr m buy kroo to faida a to Ap qk ni doosry pair pr trade kary gy
          • #6 Collapse

            Dear Agar Hum Forex trading market mein Apne instaforex bonus account se trading karna chahte hain different currency pairs ke upar toh Hame chahiye Hoga Ke Hum Apni instaforex bonus account ko Guru kare Jab Hamara instaforex bonus account grow hoga Tu Hame matlab K 1000 US dollar bonus account hoga toh hum Kafi accha profit and Khaki Aur Hum different currency pairs ke upar trading Vikas king Agar Hamara bonus account Sahi nahi hoga means to shake Hamara bonus account small volume ka ho gayaa small balance ka hoga toh hum Apni instaforex bonus account Se Kisi Ek Do paper trading kar sakte hain isliye Mai chahiye ke hum Jadu instaforex the high leverage account shoes Kare Jis Ke Upar Hum different pairs ke upar trading kar sake
            • #7 Collapse

              forex trading aik risky business hai jsi main hmain trading karty hain tu hmain risk ko kamse kam karty howe trdaing karni chahaye boht se trador aik se zeyad paor main aik he time main trading karty hain jo k aik rsiky maal hai es liye hmain aik pair main trading karni chahaye ta k hmain rloss an ho
              • #8 Collapse

                dear brother sb treader ak se ziyda pairs per kam ker saktay hain .. us kelye hamain carency chart per ziyda foucous kerna parta ha. hamain chaye ak pair use karen or us foucus ker k kam karen..
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  je han ap ek waqt main ek se zeyada paire par kam kar saghte hain leken uske ek baat yaad rakhe ke hamesha lot size same lagaye lot size same lagane se apka account balance level main rahe ga or agar ap lot size ek paire pe 1.00 lagate hain or dosre paire pe 0.10 lagate hain to apka account money unbalance hojaye ga is leye trade karte waqt is baat ka khayal rakhna chahiye
                  میں نے زندگی میں ایک ہی بات سیکھی ہے کہ
                  انسان کو کوئی چیز نہیں ہرا سکتی جب تک
                  وہ خود ہار نہ مان لے
                  Posts Ache Lage to please Click Thanks

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X