Should we learn trading first ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Yes dear we all should learn trading first. Without learning how to trade we won't be able to earn profit or protect our investment. For that reason it is so much important for us to learn trading first
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      is kay baray main jitni behtar ho skaay apni taleem hasil kar kay is kaam main ain to boaht he acha hai aap ko chaiy kay aap ahcay say is kaam main ain ta kay aap ko faiida bhi ho skaky is kaam main.
      • #123 Collapse

        ji han practice karke real trade zaroori bhi ha aur behtar bhi nae to aap apni investment loss karsakte ho aap ko chahiye ke demo account banake practice kare joke real trading ki trah hai yhe par aap virtual money se trade karke seekh sakte hai.
        • #124 Collapse

          ji ha dosto her trader ko chahye ke sab se pehle sekehye ke trading kese ki jati he trading kerules kia he or dmeo per achi practice kakre tools use karna ana chahye us ke baad app live trade kar sakte hey jis me app ko phr loss hone ke chances kam hojae ge
          • #125 Collapse

            year dear i agree with you we soluld learn fist and get knowledge and expirince and then start tradig in a forex trading otherwise you have to face loss alot.
            • #126 Collapse

              g bhai jan aap ne sahi kaha hai forex aik seriouse aur tough business hai aur es mai risk buhat zyada hai es lye demo account per jitni zyada practice hogi utna hi acha zyada knowledge aur experience asil hoga ,,, demo account per 2 ya 3 months practice karna chaheyai aur experience gain karna chaheyai ........
              • #127 Collapse

                Yes my dear you are right that forex trading ki is working ko start karna say pahly humy is online working main khub practice karna chaheya because asa karna say hum bohat kuch learn karna ko mela ga jis say hamary experience main be bohat azafa ho ga or profit be.
                 
                • #128 Collapse

                  ghan ager hum is ko pehly sekh lety hen to is mein hum ko loss nahi hota hy is mein kamyab hony k leye hum ko is mein knowledg hasil karna hota hy tab hi hum is mein kuch earn kar paty hen.
                  • #129 Collapse

                    Hummay koi bhi kam karnay say pehlay ussay seekh lena chahye warna apko baghair koi kam karein is mein loss bhi hosakta hai islye forex mein sabsay ziada mushkil kam achi trade krna hoga
                    • #130 Collapse

                      han ji main ap ki baat se agree karta hoon kyoun ke main samjhta hoon ke jab tak hum forex trading ke business ki learning sai tor nahi karte hain aur jab tak hum forex trading ke business ko sai tor per nahi samjhte hain tab tak main samjhta hoon ke hum sai tor per earning karne ke kabil nahi hote hain aur na hi humien is business main success milti hai
                      • #131 Collapse

                        of course we should and must learn Forex before start trading... without knowledge of a trade we will always put our business in the loss... just focus on the Forex ... and try to learn as much as you can... so that you can make profits.....
                        • #132 Collapse

                          g han bhai learning bohat important hote ha kisi bhi field mein work krne ka leya agar app ko kisi bhi field ki information and knowledge nhi hogi to app us mein work kese karo ge aisi tarhan forex mein bhi app ko knowledge chaheya hote ha and sirf knowledge nhi balke practice bhi.
                          • #133 Collapse

                            jee han hamko chahiye ke pahle learning karen or phir earning karen kiu ke learn kiye bgair ham forex me earn nahi kar sakte or hamko pahle achi trah market ko samaj kar achi skills or achi strategy banana ho gi tab hi ham achi earning kar saken ge
                            • #134 Collapse

                              yes dear live account ki trading karne se pehle newbie ko forex ki study karni chahiye, demo account per practice karni chahiye different strategy ko follow karte howe demo account per practice kare, because jitni zeyda practice hogi demo account per utna he experience gain hoga aur easily live account per trading kar sakhe ge.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                yes dear apko pak forex me trading karny sy pahly demo account par trading karni chaye hai apko tab tak real account ko join ne karna chaye hai. jab tak apko practice na ho jay jab ap khoob practice kar lain r traing seekh lain tab hi real account ko join karin

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X