sb se zeyada valuable ar qeemti cheez ki qurbani in forex!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sb se zeyada valuable ar qeemti cheez ki qurbani in forex!
    Dear forex se mota'alliq men ye share krna chah raha tha k forex se sahee maano'n me agar kuchh hasil krna ho to time jo k sb se zeyada qeemti cheez he wo forex pe qurban krna parta he tbhi forex hmen kuchh output deti he.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friends humri sub sy qeemati cheez time and money hoti hy hum forex trading main dono ki qurbani dety hy , bonus gain kerny k liay post kerni perti hain jis k liay time required hota hy aor account capital k liay real amount b investment kerty hain , is liay zarori hy hum knowledge gain kery aor achi trading kery.
    • #3 Collapse

      apki bt bilkul thk ha forex aik aisa business ha jis m ham jitna zyada time investment kren ge utna zyada faida hoga keun k time deny se hmen experience gain ho ga aur practice krny se bhi hmari trading confidence m izafa hoga.so time is ao much precious in forex.
      • #4 Collapse

        India Forex trading mai Forex trading Mein sabse Zyada valuable Jise stop loss hota hai aur aapke trading lot size ke upar depend karta hai kya apne Apne instaforex bonus account se Kitani Jyada earning ki hai aap ko pata hona chahiye Forex tradingYeh Kaisa business hai Jisne Hame valuable things Ka Pata hona chahiye aur Hame Pata hona chahiye K Forex trading mai I'm a stop loss aur take profit limit Dene Ka Pata ho sake Hum acche tarike se apne instaforex bonus account ke upar trading cards valuable things money management
        • #5 Collapse

          forex trading business me sab se keemti cheez time hota hay jes ko spend karny se hamari learning be hoti hay aur earning be, hamari ye timing spend karna hi hamy bahot faida de sakta hay, hamari learning, experience aur earning hamari zeyda time spend karny se hi hamy hasil ho sakti hay agar ham es business ko time hi nahi de saken gey to na to expernice hasil ho saky ga aur na hi earning karna mumken ho ga.
          • #6 Collapse

            Dear asp ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k forex trading main jo sb sa keemati cheez hay wo time hay hum apna bhot zayada time forex ko datay hain ager hum ko trade main profit milay tu hamar time darust jaga per istamal ho raha hay
            • #7 Collapse

              g han bhai apki bat se sahi hai or main apki bat se garee hun forex trdaing main jitna hum esko time dety hain otna he hum es main achi trdaing sikhny k bad es main achi trading ksr skty hain es liye hmain chahaye k hum apni trdaing main jitna ho sky otna he trading ko time den ta k hum acha profit earn kar saken
              • #8 Collapse

                offcourse ap ki bat bilkual thek hy kaun k agar is mn hum ya dunya ka koi bhe kam hy is mn kamyabi k lye apni cheeznay qurban karni parti hny is mn agr ap ny kuch pana hy tu ap ko kuch khona parey ga ...
                • #9 Collapse

                  bhai jaan jo bnda apni zindagi mn kamyabi hasil karna chata hy is ko chayeh k wo apni jo sb sy qeemti cheez hy is mn is ko qurban karni chahyeh is mn kisi ny agar jo kamyabi hasil karna chahta hy wo apny qamti time ko forex per spent karey ....
                  • #10 Collapse

                    bahi jna agr hum forex trading my thek tarha sy kam kry gy.apni knowledge or experience ko is my use kry gy to humy is my kabhi b loss nahe krwa sakty.lkn agr is my koi cheez qurbaan krni hy to wo hy lalach(greed).agr hum is my lalach sy kam ly gy to humy is my loss b ho sakta hy.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Dear friends, insan ki sab say kemti chez wakt hay...so agar ap forex main kamyab hona chahtay hain to ap ko wakt ki kurbani deni hogi aur forex ko learn karna ho ga...jab ap forex ko learn kar lain gay to phr ap easily profit earn kar sakain gay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X