"Why is it many traders lose their money?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    forex main loss kay factors commons hain aur mostly traders in ko hi repeat karty hain... iska yahan pee ye reasonhai k yahahn pee bohat se log kaam karty hain par sahi tarhan dhiyaan se nahi karty hain...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      bhai jan ap ki bat thek hey key bohat sarey log aisey hotey hen jo new users hen aur kam knowledge ki wjah sey mistake ker jatey hen aur un ko loss ho jata hey lakin ye lazmi nahi key wo trading nahi ker saktey bal key un ko aik mistake sey kuch sekhna chahye aur dobara wohi mistake nahi krni chahye pher wohi log aik din achey trader ban jaen gey.
      • #63 Collapse

        No doubt forex trading is a profitable business. At the same time traders also go into loss. If such traders make an honest appraisal of the situation, they will find that the major fault lies with them. They are either casual, ill trained orimpatient while setting a trade. Wrongly set trade can hardly be successful.
        • #64 Collapse

          because yee trading kaa business aik aisa business hai jis main aap ko out come kaa ptaa nai hota magar kuch haad tk kuch information ka saath outcome ko predict kr skty hain , jab b trade srart kry pehly small amount k sath shru kren phr bhaari....
          • #65 Collapse

            Aisa tab he mumkin he jab trader ghalti krta he or trading me koi ghalti nhi chalti jab ap ghalti krte ho to apko chiye k dobara ghalti se parhaiz kren qk boht ghaltian trader ko boht bara loss de skti hen
            • #66 Collapse

              ji bilkul ap ne theak kaha ke forex mai jo expert hai sirf wo hi daily acha profit earn kar sakte hai lakin jin ke pass experience nahi hai un ka forex par kam karna bohat muskil hai kun ke un ke pass wo knowledge nahi hai jo expert trader ke pass hai .........
              • #67 Collapse

                Why is the it many agar ap pakistan forex forum trading my agar work karty ho to ap is my bhot achy sy trading
                • #68 Collapse

                  Sir mere khayal may to koi pochnay wali baat to nahi is may ap log tab hi kamayb ho gay jab apkay paas exeprience and knowlegde ho to hi ap is may full succes ho gay nahi to sab ka sab balacne losse ho ga to ap ko kuch nahi milay gay thank u
                  • #69 Collapse

                    apki bat bilkul tekk ahi bohat sai klopg money fotrex mai issey lia loos kertain hai kion kai unhein forex ki sahi istimal ka andaza nahi hota
                    • #70 Collapse

                      Yes mistake ki waja se bhot se trader forex me apni money ko lose karty han is lye ap forex me koi mistake na karen us se apki trade pe effect bhe par skhta hai jis ki waja se ap loss kar bethty ho trade me
                      • #71 Collapse

                        well according to me main ne jitna observe kia hai us mutabiq tou yae smja k jjo forex main aa k just is baat k laalach main hote hain k hum ziyada se ziyada earn kar lan without doing practice tou unhee ka loss ziyada hai yahan sbse pehle forex main practice ki bohot hee zarorat hai
                        • #72 Collapse

                          yah bat theak hai k boaht se trader trading main aty hai pr is se murad yah nahe hai k bohat se trader money loss lose krty hai agr aisa hota to forex ki populairty main azafa na hota . jo k bary taizy se barh rahe hai
                          • #73 Collapse

                            forex trading main log apni earning aur bonus ka loss kr jaty ahin jis ki bari waja market ka sahi analysis na krna hota hai jis ki waja se wo loss kr jaty hain is liye planning aur market ko dakh dakh k hamen stratgy bnani chahye ta k ham kuch losss aur kuch earn zror kren
                            • #74 Collapse

                              jee bilkul ap theek keh rahay hain Forex trading k iss business main buhat se logon ko loss hojata hae or uski waja yeh hoti hae k unkay pass kaam karnay ka experience or knowledge bilkul nahin hoti hae jiski waja se unhain loss ki situation se do chaar hona parta hae..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Agr analyse kiya jaye to 90% traders ko trading mai loss hota hai Q k wo traders greedy or patience less ho kr market mai trading krtay hai or bina market chart ko analyse kiye trading krtay hai jb k esa bilkul nhi hona chahiye.Forex trading 1 art hai or jitni achi knowledge or strategies k sath trading kray gay utna hi acha or positive result trader ko trading say dekhnay ko b milay ga or trader profitable trading krnay mai kamyab ho paye ga.
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X