account wash means khali hojane ki wajuhaat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    account wash means khali hojane ki wajuhaat
    salam traders,

    akser mene dekha hai k new log apna account ko wash kr dete hain
    ub sub new traders k zahen me ye sawal ata hai k account wash kasay hojata hai or kin ghaltiyoun ki waja se hota hai humara account wash ???
    to sunen ub ap sub log

    1 account wash khud ni hota hai auto par
    2. account wash hone ki sub se bari waja lalach hoti hai
    3. account wash hone ki waja bari lot bhi hoti hain
    4. account wash hone ki waja over trading bhi hoti hai means zada trades lagana
    5. account wash stop loss na laganay ki waja se bhi hojata hai
    6. account wash hone ki waja proper analyse na krna bhi hota hai

    dosto mere nazdeek ye wajuhaar the account wash hone ki ub ap log batao reply kr k apki nazar me kia wajuhaat ho skti hai account wash hone ki ????

    post par thanks kar k apna kanjoos na honay ka sabot dain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yehi sari wajoohat hoti hain jo hamain pata bhi hota hai ky agar aesy trade kerain gy tou account wash ho sakta hai but ham phir bhi aesy hi trading kerty hain aur account wash ker dety hain agar ham in tamam cheezon ko note ker lain aur apni trading main strictly avoid kerain tou ham achi trading ky sath continue ker sakty hain
    • #3 Collapse

      Dear ap ny jitni bhhi wujoohat batai hen yehi basic aor common type ki hen aksar aoqaat iinhi ki waja se loss hota he.han agar koi new trader hoe to usko knowledge k kam hony pr bhi loss ho sakta wagarna apki batai hui ghaltian hi repeat hoti rehti hen.
      • #4 Collapse

        g han bhai ap ny boht achi bat ki hai or main apki bat se agree bhi hun forex trdaing main usb se pahly tu account wash hony ki sub se bari wajah hum khud hoty hain hum kisi par blame nahi kar skty hai k hmara ccount wash ho gya hai jub k es main bari lot lagny se bhi wash ho jata hai or baki wajohat bhi ap ny btain un se bhi hos kat hai
        • #5 Collapse

          forex trdaing main account k wash hony main jitni bhi ap ny wajohat btai hain wohi hai or hmain en sub ko avouide karna chahaye mery kjtal main sub zeyad jo account wash hony ka reason hota hai wo apni trdae main bari lot lagan hota hai aye main loss hony par account wash ho jata hai
          • #6 Collapse

            slaam to all forum members...account ka wash hona ke sab sa bari waja lalch ur lot size ha lkain in sab sa bhe bari waja app ka investment ka kam hona ha app lot size iyk mansb had tak bhe laga lo over trading sa bhe bach jio lakin phir bhe app ka account wash ho jye ga kyun ka ap ka margin level kam ha app ko big margin par twaja dena chye app ka loss trade bhe profit mah a jye ge..
            • #7 Collapse

              Salam Bhaio Mary khayal ma forex ka account wash ho jany ki sub sy bri waja ya ha ky him log greedy ho jaty ha emotion ma trad kety ha news or analysis ko fellow nhi krty ha
              Removed by Moderator.
              • #8 Collapse

                bhai jaan ap ny bilkual thek kah is mn ap ki is bat sy mn bilkaul agree hno is lye ap ko ap ki bat sy mn yeh sakha hno k humeny is ka ful expernice hona chahye or is k bad is mn lalach na karey or is k bad phr ap os mn mehnat karey tu hum ko noqsan na ho ga ....
                • #9 Collapse

                  Account khali means wash hone ki sub se big waja meri nazar me greed hai hum ko trading me greed ko must avoid kerna hai yeh sub se ziada dangerous hai trading me hum traders ko greed nai kerni hai means lalach nai kerna hai q k lalach me liye gaye decisions me losses hi mostly milte hain to avoid kere greed ko trading me or safe rahe mistakes or losses se in trading me.
                  • #10 Collapse

                    dear friends forex trade mn account khali ho jany ki bhut sari wajuhat hn jaisa bhut sary trader hn jno investment krty aur soochty hn k hamein investment sy bhi ziada profit ho to is soorat mn loss ho jata ha aur wo aisi tradind krty krty apna account wash kr jaty hn .
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Ali 4043 پيغام ديکھيے
                      salam traders,

                      akser mene dekha hai k new log apna account ko wash kr dete hain
                      ub sub new traders k zahen me ye sawal ata hai k account wash kasay hojata hai or kin ghaltiyoun ki waja se hota hai humara account wash ???
                      to sunen ub ap sub log

                      1 account wash khud ni hota hai auto par
                      2. account wash hone ki sub se bari waja lalach hoti hai
                      3. account wash hone ki waja bari lot bhi hoti hain
                      4. account wash hone ki waja over trading bhi hoti hai means zada trades lagana
                      5. account wash stop loss na laganay ki waja se bhi hojata hai
                      6. account wash hone ki waja proper analyse na krna bhi hota hai

                      dosto mere nazdeek ye wajuhaar the account wash hone ki ub ap log batao reply kr k apki nazar me kia wajuhaat ho skti hai account wash hone ki ????

                      post par thanks kar k apna kanjoos na honay ka sabot dain
                      Mere Khayal Mein Tu traders ke account was hone ki sirf 2 din change ho sakti hai Jab trailers ko profit hota hai aur woh agreed Karte Hain toh unko loss hota hai Urdu sher reason Yeh Ho Sakta Hai K traders Jab trade Gaate Hain toh Bina plan ke trade Na Kar Dete Hain
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        g ahn bhai ap nys ahi kaha hai hmara ccount wash inhi sorat main hota hai es liye hmain apni trading main en factors ko vaoide karna chahre kbhi bhi apni trading main allalch ko shamil na hony den r kbhi bhi apni trade ko bari lot ks ath na lagaen es k ilwa jub ap trading karty hain tu stop loss ka lazmi use karen
                        • #13 Collapse

                          Dear friends, account wash honay ki bari waja ap ki lalach hay aur ap ka lot size big use karna hay...jab ap zeyada profit ki lalach main bara lot size use kartay hain to loss anay pa lot size bara honay ki waja say ap ka account jald hi wash ho jata hay aur loss ko recover karnay ka moka hi nai milta .
                          • #14 Collapse

                            account khali means wash hone ki zeyada waja greed hai hum ko trading ma greed ko kabo ma karna ho ga to per hamara account khali nhi hosakta ha es leya lalach kabi na karo so yu will successful acount ko khali hona sa bachya....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes brother aap ne yeh jo wajah batayi hai seb 100% thik hai mere nazdeek new trader ko order lagana take profit lagana stop loss lagana aata hai bes or kuch jis ki wajah se yeh lot big rakh laite hai or account wash ho jata hai kuch aisay new trader b hote hai jin ko market ko kuch pata nai hota jidhar nazar aa gya order laga dia

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X