high impact news ko nazar andaaz krna or uski ahmeyat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    high impact news ko nazar andaaz krna or uski ahmeyat
    salam dosto,

    akser mene ye dekha hai k kuch traders jo new atay hain ya to unko news k baray me pata ni hota hai ya phir wo jan bujh kr news ko dekhte he ni hain or en dono soorto me wo bus technical analyse krte hain or item par ya kise bhi currency pair par bus wo trade laga dete hain jo unki subse bari mistake hoti hai mere khayal se me ap logo ko ye suggest karunga k apne koi bhi item ya cureency pair par agar trade lagani hai to trade laganay se pehle ap us item ya pair ki news 1 bar lazmi check karlain q k agar apki trade lagane k bad high impact news us item ya pair ki aye huwe hoge or high news ki waja se market apki trade k against jati hai to wo apko bht zada loss de skti hai ya phir apka account tak wash kr skti hai esi lia please dosto kabhi bhi ap news ko ignore na keya karen specially high impact news ko wo bht important hoti hai.

    post pasand aye hai to reply and thanks karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee han bhai aap nay zabardast baat ki hy hay new members ko news ka shayad pata to hota hy magar wo us ko is liye nazar andaz kar dete hein kiun kay un ko news ki importance ka bilkul idea nai hota forex trading main news ek boht he eham segment hy is kay bina prefect trading nai ho sakti..
    THKS
    • #3 Collapse

      High impact news aesi news hoti hain ky jin sy market main bahot zyada halchal peda ho jata hai tou aesi news ko agar pehly sy achi terha read ker lia jqey ya news time per market ko observe ker ky trades open ki jaen tou very short time period main kafi achi ewrning ki ja sakti hai firex trading sy
      • #4 Collapse

        Hamesha news ko Hali swearity ky hisab sy treat kerna chahiay ky agar news bahot hi swear qisam ki ho tou same time main ya tou trade open ho nehi hona chahiay ya phir same news ky complete analysis kerny ky bahd jab apko sure ho jaey ky market ko movement isi taraf ko hogi tab trade open ker lena chahiay warna loss ka bahot chance hota hai aesy time main trade open kerny per
        • #5 Collapse

          zabardast baat kahai hai ap ne bilkul aisa hi hota hai hum news ko bina dhekhay trading krty rehty hai aur jb koi news ayti hai to hum lose kr dety hai mein yeh hi kaho gi k news ko b zarur follow karay sb.
          • #6 Collapse

            bhout he acha sawal hai dear hume kabi be high impact news ko nazar andaaz nai karna chye ya aik bhout he bari bewaqoofi hai aur is se ap ka pura account wash ho sakat hai is liye news ko apko fallow karna chye take apko loss na ho aur ap profit gain kar sake
            • #7 Collapse

              g han bhai ap ny thek kaha ahai es liye hmain apni trading se market ki news par aik dafa nalyse akr lena chahaye q k jo news oko dekh kar trading nahi karty hai un ko loss hos kat hai es k liye hmain bad main jo masla hota hai hmain pahly he en roles ko follow kiya jay jin se loss k cahnes boht had tak kam ho sjty hain
              • #8 Collapse

                slaam to all forum members...news ka impact forex trading mah boht zyida ha daily kisi na kisi currency ke economy base news ati ha ha jiss sa aksr market 100 pip tak iyk trf up ya down trend mah nikal jati ha app bas dekhta he reh jata hain news da doran moment atni fast hoti ha ka app koi bhe trade close ya open nahi kr skta is lyia app dialy us pair ke new zaror check kr lain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  forex trdaing main trdaing karny k liye hmain news ko chek kary rahna chahye q k jub hu news ko chek kar karty hain tu hum achi trdaing kar paty hain es liye hmain apni trdaing se pahly market ki news ko achi trah smjh kar kaena chahye ta k hu apni trading main acha profit eran kar skty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X