"Trade is easy but analysis is difficult?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    g han forex trading mien trading easy nahi is mien apko bohat mehnat karni hoti hia isko seekhne ke liye aur apko iski bohat ziyada practice karni hoti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Trading usi waqt easy ho sakti hy jab aap ney market ko saheeh tarah analyse kia ho. Aik experience trader market ko achi tarah analyse kr sakta hy aur us key mutabiq lots laga sakta hy. Market analyses key elawa bhi kuch cheezain aisi hain jo dangerous hain, jaisa keh greedy hona, jald bazi karna, emotional hona etc etc.
      • #138 Collapse

        Forex aik hard business hy aur is ko analyse krna bi hard hy. jo log forex ko easy letay hain woh acha benefit nahi ley saktey. Market analysis ko study krna buhat zarori hota hy, takeh aap market key trend ko jan sakain aur market ki movement ko samjh sakain. Market analysis mushkil hy lekan is key bad aap ko trading main asani ho jati hy.
        • #139 Collapse

          Gee han forex market main trade open kerna tou bahot gi easy work hai but apni same open hony wali trade ko successful banany ky liay apko different analysis ko read ker ky jo market ki next movement ki prediction kerna hoti hai wo difficult job hoti hai so apko same job main expert hona chahiay ky ap forex market main trading sy faida hasil ker sakain
          • #140 Collapse

            forex trading aik boht acha businss hay hum is main agr success hasi lkarni hay to humani learning kar kay achy say kam karna ho ga analysis kar kay practice say kam karna ho ga
            • #141 Collapse

              Bhai trade to 1 click krny se ho jani hai us mai kon si mushkil baat hai asal kaam to analysis krna hi hai .or analysis kr k hi ap sahi trade kr skaty ho us k bgair to trade krna mere khyal se jowa hai. iss liye analysis krna seekhay taa k trade ko sahi kr sakain. iss liye trade krny se phlay analysis krny seekh lainy chaye.
              • #142 Collapse

                forex man kuch easy nae ha trader ku analysis tub hi acha kerny ku milta ha jub oc ku experience acha hu ager experience sahi nae hu ga tu wu analysis bhi profitable nae ker sakta
                • #143 Collapse

                  yes dear forex men ap trade ko aarm se open ker lety hein mager ap ko analyse kerny men boht zada time lagta hai pher ap forex men apni trade ko open kerty hein
                  Success is the Best Revenge
                  • #144 Collapse

                    G Han sahee kaha hy ap NY k agar ap forex trading ki market ko Annalise's kar lo gy to phr ap k liy forex trading main thing baht aasan ho jaye GI aur apko forex trading main bahut ziada kamyabi ho GI
                    • #145 Collapse

                      hamain is main utna hi profit hasil krana ho ga jitna hamain experince hasil hai aur koi bi kam asan ya mushkil nai hota hai aur karny say hota hai aur plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein
                      • #146 Collapse

                        Yes dear agr hum is ma experience ur knowledge hasil kr lein tu hum is ma bohat asani se kam kr sakte hein hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre liye important ha
                        • #147 Collapse

                          tarade

                          trade buhat easy huti hai ager hum analysis krtay hai iss liye hume dil kholl kr trading krni chhiye jo k buhat essentil hai aur iss k liye hume ehtiyaat se hi tradign krni chahye otherwise hum fail h jaty hai
                          • #148 Collapse

                            han g bilkuil trade lagan bht easy hai laiken analysis bht difficult hai kyun k jab tak apko market k tredn ka andaza ni hoga apko pta ni chale ga k kis point pai apko kitne lot size lagana hai ya trade lagane bhe hai ya ni to tab tak ap k lie jmushkil he hoge
                            • #149 Collapse

                              Forex trading mai asal cheez he trade say pahlay analysis hai . ager traders ke yeh skill achi ho tu Forex trading bohot he asan ho jate hain . trading kay analysis kay liye traders ko kafi learning karne parhte hai aur sath sath traders ko indicators ka acha istaimal b ana chaiye us kay baad he trade ka acha analysis mumkin hota hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Jee han iss main aapko fundamental uar statistical analysis bara zarori karna hota hai aghar apko proper any nahi ata hai ya apa iss k bageer kamyabi ka zochen possibal nahi hai aapko iss ko har trha se sekh k karna chahiay ta k apko success hasil ho sake

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X