fundamental analysis kia hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    fundamental analysis kia hota hai
    hello dosto, forex trading mein fundamental analysis ka kia kam hota hai aur kia zaruri hai forex trading mein is ka kia method hota hai aur kis tara yeh kam krta hai please jis ko b yeh pata hai to reply mein share kr de ta k mein sike saku mein ne suna hai yeh fundamental analysis bohat zaruri hai please guide karay.

    jis jis ko mera yeh sawal krna pasand aya ho wo thanks per click kr de.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex may kuch analysis hoty han jis say ap ki working kafi auchy wlaai ho jati ha jis may kuch analysis yahan par fundamental hota han or kauch yahan par technical hoty han jis ki help say ap markt may apna capital yajhan say invest kar skty han or working ho skty han
    • #3 Collapse

      forex trdaing main jo fundamentl anlyeses hoty hain wo kisi bhi molk ki currncy main hony waly otar charhao k kahty hain jub k kisis molk k siyasi moashi or iqtasadi amor anjam paty hain to so molk ki currncy main bhi changing aty hain jis ko dekh kar trdaing ki jati hai forex main
      • #4 Collapse

        bhai fundamental analysis woh hota hay jo kay aap news ki basis per kertay hain yaani koi bhi news aati hay toh aap uss kay output ki base per guess kertay hain kay market up yah down jaaye gi to uss sko fundamental analysis kaha jaata hay
        • #5 Collapse

          country ki economy ko dekh kar trading karnay ko fundamental analysis kaha jata ha
          dear jub ap kisi country ki export emport employment change cpi manfucturing index jaisay news event ko dekh kar trading kartay hain to osay fundamental analysis kaha jaata ha fundamental analysis trading se ap bohat acha profit earn kar saktay hain agr ap kay pass knowledge and exprience ha
          agr technical analysis kay sath fundamental analysis ko sath mila kar trading ki jaey to trading easy or profitable ho jati ha
          • #6 Collapse

            aslam o aliikoum my dear sweet brother forex trading main analysis sirf technical hota hai fundamental agr kisi ko us kay bary main knowledge a jata hai too us kafi earning krta hai aur wo forex trading main aik target jo wo achievement krna chahata hai wo hasil kr lata hai
            • #7 Collapse

              Assalam o alaikum dear brother....forex trading main analysis sirf technical hoota hai fundamental agr kisi ko us kay barey main knowledge a jataa hai too us main kafi earning karta hai aur voo forex trading main aik target joo voo achievement karnaa chahtaa hai voo hasil kar lataa hai...analysis kar ky hmm market main bht e achi earning kar saktey hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Forex pet kam karne ke liye aapke paas fundamental analysis long time ke liye investment karne ka idea hota hai yeh Idea aapko market ki movement par Nazar rakhne Ke Liye bahut yaad aa support for help provide Karta Hai Jaise Jaise aap Aate Jaate Hain aap ko Kam Karne Se Bojhena speed milti hai market se management acchi ho jati hai aur aap ek acche wale direction ke sath sath regular business code develop kar sakte hain Aapka kaam easily ho jata hai

                اب آن لائن

                Working...
                X