Our patience is big symbol of success
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Our patience is big symbol of success
    Dear members main ap say patience kay bary main share karna chahta hun kay ye success ka sign hay humain forex main patience say kam lena chahiye jab bhi trade karain to patience ka zarro use karain kiyun kay patience he success ki key hai ap is bary main kya kehtay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    is may kabi b ap yahn say patience na ho is may big symbol ko use karyen or yahan say auchy say success lay kar chalyen jis say ap ko kafi zayda yahan say advantage mill skta aha or ap kaa kaam compleat ho sktaa ha or ap yahan par auchy say mahanat b kar skty han
    • #3 Collapse

      bilkul sabar ka phal meetha hota hai aur forex mein jb tak sabar nai ho ga to lose hi ho ga iam agree with u dear aur mein koshis kr rai ho k sabar k sath kam karu forex mein.
      • #4 Collapse

        G haan sabar he wo wahid cheez ha forex main jis main aapko profit bht zayda aur loss bht kam hoga. Zayda traders ka masla hota ha k thory sy profit baad wo trade close kar dety hain aur Tp ka sabar nahi karty. Esi tarha bht sary trader loss ko sahi tarha manage nahi karty. To sabar en sab cheezon ma sab se important ha
        • #5 Collapse

          Dear frend ap ki bat bilkul theek hai kabi kabi hm bhot juldbazika muzahira karty hai or hm apny andar sabr nai rakhty jis ki waja sy hmy nuqsan ka samna karna parta hai es liye hmy chaye k hm treading k waqt juld bazi ka muzahira na kary or sabr sy kam ly tak k profit earn kar saky
          • #6 Collapse

            Patience ki barri important ha ye baat theek ha ky big role hota ha patience ka humari trading ky lye humay chaiye hum achi success lena chahtay hain tou achay analysis ky liye behtreen patience rakhain jab humay achi trade milay tab hum trade karen warna wait krna best ha
            • #7 Collapse

              Buhat ache baat kahe aap ne petience or side main hard work aap ko manzil tak asani se panchye ga jasy bhai ne bataya forex main to petience key he success ki. main es kai sath hardwork bhe suggest karonga.
              • #8 Collapse

                Patience big symbol ha success ka jo log impatience ka mazhira kartay hain discipline bhool jatay hain jald baazi kartay hain wo log loss kartay hain hamesha achi positions ki trade karain achay analysis krk patience ky sath kaam karain trading mei ap patience ko zyada value do
                :p Yes You Can Do :p
                Honesty + Sincerity = Prosperity
                • #9 Collapse

                  bhai jaan ap ki bat bilkual thek hy is mn ap ki is bat sy mn bilkual agree hno is mn ap ko dad bhe data hno is mn ap is ka sb sy pehly kaartey waqt achi tarah is ki achi c pratice karey is k bad is ko lazmi karey ...
                  • #10 Collapse

                    bhai g mn ap ki bat sy bilkul agree krta hn k patience hi hamari success ka source ha Q k is mn hamein is bat ki tension bhi hoti ha k agar hm lalach krein gy to hamein loss bhi ho ga aur isi bat sy bachny ki tension sy hm aisa koi kam nahi krty jis sy hamein loss ho.
                    • #11 Collapse

                      G han bilkul agr hum forex me success hona chahtay hain to humainy apnay emotion or apnay patience ko controol jarna ho ga ap apni trade kay tp tak phonchaiy sabar kay sath yeh b bohat bara target ha bohat se new trader sirf trade me thora sa profit anay par hi trade ko close kar detay hain ku kay un me patience nehi hota ha un kay dil me loss ka dar hota ha patience ko control karnay kay liey ap kay oass strong moneymanage ment hona chahiey ap kay pass best entry or trade ki exit stragety honi chahiey or trt karay kay ap consistent kay sath profit earn karay is se ap kay patience or emotion control ho ga
                      • #12 Collapse

                        forex trdaing main kamyab hony k liye hmain apny emotion spar qabo rakhna chahye q k jub hum apny emotions control main rakhty hain tu hmari trdaing main loss k chances kam ho jaty hain q k hum emotion par qabo rakhty hain tu hum galtian nahi karty
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          aslam o alikum forex mey kamyabi k liya mehnat shart hey kio ka ya mehnat k baghar nahi hota hey mehnat shart hey our practice b shart hey forex mein dil laga kar kam karo tub apko fayda hoga kio ka mehnat ka bgahr har ek kam adora rahata hey shook ka sat kam karo foex mei tub apko insha allah apko kamyabi mely ga

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X