Trading mn khud py control aor apny emotion py control rakhna?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mn khud py control aor apny emotion py control rakhna?
    forex trading krty hoy khud py control rakhna aor apny emotion ko control mn rakhna bahut he zaruri hai ager ap forex trading mn successful trader banana chahaty hain tu emotion aor khud py control krna lazim hai q k trading mn hamry emotion loss ka bais bny hain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, dear trading men khud pe aur apne emotions pe control krna bahot hi zaruri hota hai jo log apne aap par aur apne emotions pe control rakhte hain wohi trading men successful hote hain aur jo log apne aap oe control ni kr sakte hain unka trading men successful hona bahot hi mushkil hota hai isliye hamen koshish krni chahiye k ham khud pe aur apne emotions pe control kren
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Trading may Emotion pe control karna intihai zarori hay q k forex trading ak stressful job hay jis ki waja se aksar log stress may aa jatay hain or emotional ho jata hay jis ki waja se aksar trade k hawalay se ghalat faisaly kar jatay hain jis ki waja se aksar log loss se dochaar ho jatay hain, tu mera sub se yahi guzarish hy k trading may emotion par qaboo rakhain.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        buy Forex Mein Kamyab hone ke liye Ye Pehla rule Hai Ke Hame K Jo Bhi acha day trader Banna Chahta Hai usko Forex Main Apne emotions ko control karna hoga laalach ko aur large size ko control karna hoga free ho safe profit an kab aayega Agar emotion ko control nahi karenge toh kabhi bhi achha profit on nahi hoga Aur Hum Apna account zero kar baithenge
        • #5 Collapse

          Forex me trading k doran sab se phly bndy ko apny emotion control krny chahiy ye na ho k apko ik trade ny profit dia or apny emotinal ho k phr trade lga di us se apko loss b ho skta hy is liy khty hyn koi b trade lgany se phly ap chart analysis kren phr us k bad ap sell ya buy ki trade lgain
          • #6 Collapse

            trading karny me na to emotions par control kia ja sakta hay aur na hi ham matket ko watch karni ki zehmat karty hey, hamy trading ki jadi hoti hay aur esi jald bazi ki waja se hamy bahot zeyada loss be ho jata hay.
            • #7 Collapse

              thank u dear ap ne yeh bohat achi baat kahi hai mein ap ki baat k sath agree ho forex mein emotions aur khud per control zaruri hota hai warna mein ne jis ko b dhekha hai wo lose mein hi hota hai zada tar.
              • #8 Collapse

                Aksar aesa hi hota hai ky jab bhi hamain kisi open trade main kuch profit ya loss ho jata hai tou dono suraton main ham emotional ho jaty hain aur emotional ho ker ya tou ham bahot bari trade open ker letg hain ky thori si market ki movement per hi account wash ho jata hai ya pbir more and more profit ky lalch main aa ker account wash kerwa dety hain
                • #9 Collapse

                  forex trdaing aik risky business hai jub k aghr hum khud k emotions par bhi contraol nahi rakh paty hain tu hmain mazeed apni trading main risk ko face karna prahta hai es liye hmain chahye k hum apni trdaing main khud par or apny jazbat par qabo rakhty howe trading karen ta k hmain loss na ho saky
                  • #10 Collapse

                    Dear ap ny aik ache thread ki hai jis mm hmen is bat ka dahen lazmi rakhna chahye k trading karty waqt hmra khud pay control hona chahye aur apny emotions ko bhe control mn rakhen tan k loss sy bach skhen aur forex mn kuch profit hasil kar len
                    • #11 Collapse

                      yes brother forex trading main apnay aap ko control karna boht zaroori hai is tarah b control karna boht zaroori hai k wo zaida profit k chakar main invest se zaida lot rakh kar k control se bahar ho rahay hotay hai phir apna account wash karwa kar sare paisay se b hath dho baithtay hai
                      • #12 Collapse

                        hna g ap ny bilkual thek kha hy is mn jo bnda apny emetion pr kabo pata hy wo hemsha kamyab ho jata hy is k bad agar wo traidig karta hy tu is mn is ko boht faida hota hy ...
                        • #13 Collapse

                          Dear friends, agar ap forex main survive hona chatay hain to ap ko apnay emotions pa control karna chaehay...forex main emotions hamesha loss k sabab bantay hain...q k jazbat main ham koi mistake kar jatay hain jo hamaray loss ka sabab banti hay.
                          • #14 Collapse

                            Assalam o alikum dera friend me ap ki bat sy itfaq krta hn jb ham loss me aty hn to hamen lalich me a kar bry trade ko open kar lety hn js sy hamen loss ka zeyada khadsha hota hy. baz oqat khushi me enmonl ho k hnar b loss kar bethty
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear friends g han hamein trade ky waqt khud pr aur apny emotion py control krna chaheye Q k jb hm emotional hoty hn to sahi decision nahi ly skty aur agar hm emotional state mn desision kr bhi lety hn to is soorat mn hamein loss ka samna hota ha .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X