Hamy Loss kis trha ho skta

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    Jb ham learn nahi krty aur trading start kr deity hain aur phir low balance say big value lga dety hain aur market ka analysis bhi nahi krty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      dear brother hum ko is main loss apni hi galti say hota hai jab hum is main galti karte hain ya koi without experience say ya parctice say kam karte hain to hum ko is main loss ho sakta hai ya hi waja hai loss ki
      • #483 Collapse

        humey loss is tareeqe se ho sakta ha k hum jab kaam mein zayada laluch karen ge aur zayada dollar kamaney k chakar mein jald bazi karen ge aur dusri baat agar humey kaam k mutaliq experience nahi hoga tu humey phr b loss ho sakta ha
        • #484 Collapse

          Hamy koss kiss traha ho skta hy agar ap pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forex forum trading
           
          • #485 Collapse

            MY brother hum kis kam ma loss tub hota ha jub hum os kam ko dil sa nahi karty or forex pr loss tub hota ha jub hum is ko proper time nahi daty kuk forex pr hum practic sa hi money earn kar sakty ha is pr jub hunm kis ke cope past karty ha
            • #486 Collapse

              Agar ap pakistan forex forum trading my agar work karty ho to ap is my bhot achy sy trading karo agar pa
               
              • #487 Collapse

                Humhe har post par bonus hi milta hai lekin us bonus par profit sift trading kar k hi hasil kiya ja sakta hai trading k liye aap ka experience acha hona chaye aur us time trading karni chaye jab market bht neechay ho yah phir bht opar ho.
                • #488 Collapse

                  trading forex may jo ham posting kaarty hay wo ya to kisi ke copy kar kay post karty hay ya phr asi baty post kar daty hay jin kaa is sawal say koi taluq hee nhee hota or ap without jany samjy posting kar day to loss ho sakta hay .
                  • #489 Collapse

                    hmara loss is sorat main hoskta hai k agar hum is kam ko theek trah sy na kryn r achy triqy sy order na lgain to hum loss bhi kr skty hain r is trah bhot ziada loss bhi hoskta hai
                    • #490 Collapse

                      a.salam.humain tb loss hta hai jb hum forex ko achi thra learn ni karty hain aur demo account py parctic kyie bagir live trading karty hain tu loss ho jata hai.
                       
                      • #491 Collapse

                        agr ap ko trading kay bary mein pta he na hu aur ap is par trading kr lag jayen aur phir apko loss kay siwa kuch be hasil ni hu ga is liye behtr hai kay ap pehly isky bary mein jany kay ye asal mein hai kia chez to phir is per invest kr kay profit earn krein..
                        • #492 Collapse

                          dear brother hum ko can be main loss apni hi galti say hota hai jab hum is actually main galti karte hain ya koi without having experience say ya parctice say kam karte hain to help hum ko is actually main loss ho sakta hai ya hi waja hai loss ki
                          • #493 Collapse

                            hamy loss tab hota ha jab ham tehk tara sa tarding ni karty jab ham tarding kar rha hoty ha tu hamra full mind tartding karny ki tarf ni hota or jab ham planig k sth tarding karty ha or jab ham jaldi ma tarding vkarty ha asa bhut sa tarqa ha
                            • #494 Collapse

                              Hum jo forex forum par posting kar bonus hasil karty han aur is bonus se hum trading account par trading karty han aur is trading mein hum ko loss aur profit hota hy aur hum agr forex trading ko learn kar k aur knowledge aur experience hasil kar k karen tu hum loss ko kam kar sakty han aur ziada profit earn kar sakty han
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                my dear agar hum greed se kaam len tu hume loss ho sakta hai so hume jitna ho sake greed se bachna chahiye tabhi hume kamyabi mil sakti hai greed bht zada dangerous hai forex me so hume avoid karni chahiye.
                                :o love FOREX without any condition :o

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X