LOSS Aur MANAGED LOSS main farq

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    LOSS Aur MANAGED LOSS main farq
    ASLAMUALEKUM fellow members ap being a trader loss se to nahe bach sakty hn ek professional trader main aur newbie mn farq kya hota hai
    LOSS Jub ap apne loss ko open chor dain iss hope main ke mur jae ge mur jae ge tahan tak k dua k nobat ajae k bas account wash na ho
    MANAGED LOSS. wo hota hai jis main ap ek khas point py loss lane ke himat rakhty hoon aur apna loss le k out ho jaen ke main galt tha baat khtam


    Professional hamesha MANAGED LOSS karty hain na ke Huge LOSS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jahan tk mera opinion ha to hm me se hr kisi ki koshish hoti ha k managed loss ki strategy follow kry.aik khas limit tk markit ki movement ho skti ha aur usky bd markit apny trend m movement krti ha to iss trah se losa recover bhi hojata ha.managed loss ko ap ne bht acha brief kia ha.weay normal loss to hota rehta ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      brother ek loss wo hota hai jo short term trader use karte hai aisay trader kabi kabi trade karte hai kuch aisay trader b hote hai jo news time ya fast market main trade karte hai wo aisay trader hote hai jo loss ho gya so gya ho profit ho gya so gya ek manage loss hota hai is main trader koshash karte us trade beshashk loss main chalty rahay lekin koi order loss main full na ho wo aisay trader hote hai jo koshash karte hai account b wash na ho yeh seb se best trader hote hai

      اب آن لائن

      Working...
      X