Best planning & strategy is the key to success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best planning & strategy is the key to success
    Forex mein successful hony k liey kafi sari requirments hain lekin planning aur strategy ki important kafi ziada hy jo k aik tarah ki key to success hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han trading business me key of success trading plans aur achi trading strategy hi hay, hamari trading ki strategy aur trading plans kesi be traders ki kamyabi key ley zarori hay, successful traders hi trading me acha trading plans aur trading strategy ko use kar sakty hey.
    • #3 Collapse

      Aslam o alikoum my dear brother aap teak kahaty hain kay agr kisi kam ko soch samjh kr planing say kya jaiy to us kay kafi achy result hoty hain koun kay us planing kay pechay kafi hard work hota hai es lay Forex trading main bhi kafi planing aur hard work zarori hota hai
      • #4 Collapse

        G bhai ap ny sahi kaha hy k achi planning aur strategy hi success ki basic requirement hy aur is ky liey aap doosron sey bi help ley sakty hain lekin apki khud ki banayi hui planning & strategy ap k liey ziada behtr saabit ho sakti hy jo apko confidence dey gi aur aapka experience bhi barhy ga
        • #5 Collapse

          ji haan aapne achi baat ki hai K Forex trading mai Kamyab why traded banta hai Kyunki Main Apni planning of strategy score accha banata hai mean demo account ko use Karta Hai usme 2 se 3 month practice karta hai 1 strategy Ko Leke kaam karta hai aur jab usme expert ho jata hai toh usko real account mein apply Karke achi income banate hai Socho new traders market mein aa rahe hain Humko chahiye Forex ko sikhe experience aasife kare aur phir hai uske baad real account mein trade start kare ISI Surat mein Woh accha munafa Bna sagain gy
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Bilkul bahi plan acha ho ga to achi tarha aapke Strategy kaam kary ge aur achy results mil sakin gy. Agar aapkay pas strategy achi ha lekin s ko execute karny ka plan nahi ha to aapke Strategy ka kuch faaida nahi ha. Es ly dono cheezin zaroori hain.

            اب آن لائن

            Working...
            X