Support & resistance levels check krny k liey standard chart
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Support & resistance levels check krny k liey standard chart
    Dear members agr ham kisi currency pair ,metal ya kisi aur cheez ka support & resistance level check krna ho to hamein konsa chart use krna chahiey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading krty hoy ager ap ny kisi bhe currency pair ya metal ka sport ya resistance k liay hamen H4 aor D1 chart sab sy best hai q k as chart sy hamen bahut ziada sport aor resistance ka andaza achi trah kr sukty hain
    • #3 Collapse

      Dear sab se best hay k aap H4 main check karin ya phir day one main agar aapko scalping nahi karni to. H4 kafi saary log use karty hain aur us main support aur resistance kafi clear aapko nazar aa jati hay. Baki aap H1 bhe use kar sakty hain lekin sab se acha H4 mery experience k hisaab se hay
      • #4 Collapse

        Thanks dear ap ne yeh sawal puch kr bohat acha kia hai kiu k mein b new ho aur mujaye b yeh nai pata hai please dosto jis ko b is sawal ka answer pata hai wo reply mein share zarur karay is tara hum sb ek dusaray se sik sakty hai .
        • #5 Collapse

          Bhai merey hisaab sey agr aap h4 ya d1 k charts py dekhein to aapko clear nazar aaein gy support & resistance levels isky elawa kuch traders weekly charts bhi use krty hain lekin jo log scalping krty hain wo is baat ka khayal nhi rakhty jis sey woh baad mein loss uthaty hain
          • #6 Collapse

            brother chart pip k hissab se hota hai k aap ne kitnay pip ka order full karna chahte ho or aap ne trade long term karny hai ya short term main to long term trade karta ho 4hour o 1day wala sath main indicator or news par b nazar rakhta hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              bhai sport or ristance main hmain jub standert chart ko nalse karna hai tu ap h4 or D1 main chek kar skty hain es main hmain best chart mil jaty hain apni trdaing karny k liye or market koa nalsye karny k liye es liye hmain en main apni anlses karna chahaye ta k hmain acha profit ho saky or hum achi trdaing bhi kar paen

              اب آن لائن

              Working...
              X