mt4 ka slow hona ka bari waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mt4 ka slow hona ka bari waja
    Dosto aksr dost khta hain ka hamara mt4 sahi kaam nahi kr raha boht slow work kr raha ha time par trade lagti ha na close hoti ha is ki bari wajohat kyia hain.


    1. Internet speed ka kam hona kam sa kam 1 mb kbp speed use krain.

    2. Pc ya mobile ka slow hona.. trading ka lyia mt4 best ha jo ka computer par use hota ha ur computer ke speed dual core sa core i3 zaror rakhyin ram kam sa
    kam 4 sa 6 Gb honi chye.

    3. Boht sara indicator ka use krna .. app jitna zyida indicator use krta jio ga app ka mt4 slow hota jye ga.

    4. Iyk waqt mah boht sara currency pair ko open rakhna.. app iyk waqt mah wahi pair open krain jin par app ko kaam krna hota ha baqi close kr dyin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear,,ye masla ziada tr internet speed ki wajah say aata hey...is ki aik ye wajah bhi ho skti hey..k shyd mobile ki ram bahut kam ho ya phir sahi kaam na kr rhi ho...ap is masle k hal k liye mobile system ko update kr sktey hen..
    • #3 Collapse

      han je bilkul apne sahe kaha hai or waqai hume chahe k hum jin bhi currency pairs par kaam kr rhe hain currently hume just wo he open krna chahe baqi jin par humare currenct trades na chal rhe hoto unhe hum close krdain or computer fast ho or internet bhi fast hona chahe fazool indicator ko na lagaye ap.
      • #4 Collapse

        G aap ny jitne bhe wajohaat btaai hain bilkul sahi hain aur es ka 1 bht he simple sa solution bhe ha agar ham us solution par amal karin to bht zayda mushkilaat se bach sakty hain.
        Solution ye hay k aap TP aur SL ka istemaal karin aur pending order laga kar rakhin. Jis se ye ho ga k aap ko agar server main masla aa bhe raha ha to aap ka tp hit ho jaay ga.
        • #5 Collapse

          forex trading ko run karnay kay liey sab say ziada mt4 use hota hay agar hum esko theak say use karen gay to bohat achi earning kar sakty hay esmain market ko understand karna bhi asan hota hay aur hum market main bohat achi earning kar sakty hay esmain differnet kisam kay indicators bhi use hoty hay
          • #6 Collapse

            g ahn bhai apki bat thek hai hmari trdaing k mt4 main slow hony ki yahi wajohat hoti hain es liye aysa kuj bhi nahi hona chahaye jis main hmara time waste ho es liye hmain apni es matter par gor rakhna chahye apna net khtm nahi hona chahyae or jub khatm ho apko pahly se pta ho qk boht se trador trade lagany jub lagty hain tu net pakg bhi nahi hota or unahin pta bhi ahi hota hai
            • #7 Collapse

              MT4 ka slow hony ki bhot si wajoohat hain.indicator ka bhot zyada istimal kerna aor net ki speed ka slow hona isk bad pc ki speed ka issue ho sakta hy.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                MT4 ka slow hony ki bhot si wajoohat hain. indicator ka bhot zyada istimal kerna aor net ki speed bonat slow hona ha ap apna mobile phone new lalo or us ka ram ko check karna q ka jitna zeyada ram ho g autna zeyade speed ho g to ab apke aphi marzi ha

                اب آن لائن

                Working...
                X