Mt4 main hum kitna indicator iyk waqt mah use kr skta hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mt4 main hum kitna indicator iyk waqt mah use kr skta hain
    Dosto hum na aksar dekha ha ka kush dost iyk waqt mah 3 sa 6 indicator tak use karta hain jo ka theek nahi ha iyk indicator povit point ka lyia kafi ha is ka ilawa koi bhe market trend ka lyia kr lain boht sara indicator app ka mt4 ko slow bhe kr dain ga ur app ka result bhe theek nahi aye app confuse ho jio ga ka kon sa indicator sahi bta rah ha..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    han je bilkul hum jitne zada indicator use krte hain hume utne he zada maslay peda hongay specially hum confuse hotay hain or hum faisla ni kr patay hain k hum buy lagaye ya sell lagaye esi lia hume chahe k hum maximum bus 2 indicators use karen apnay chart par trading krne k lia .
    • #3 Collapse

      mt4 main different kisam kay indicatos use hoty hay agar hum enko use karty huway trading karen gay to humay market kay bary main theak say maloom ho jata hay aur market kay trend ko follow karty huway jab hum trading karen gay to market main bohat achi earning kar sakty hay aur humay chahiye keh es business main mehnat karen
      • #4 Collapse

        forex trading main trdaing k liye hum aik se 3 tak indicaytors use kar skty hain maghr es main yah hota hai k hum aghr aik sath 3 indicators use kar rahy hain tu un main market ki situaion same honi chahyae sub apko aik he signal de rahy hun ap tab use kar skty hain otherwise aik ko he use kar k tdaing ki jay tu bahatra hota hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          indicator bhot he ahm hota hy laikin ye bhi zrrori hy k 1 indicotor use kiya jaye jo bhot he ahm hy.wrna idicaotor lgany ki khas zroort nh hy acha apna analysis best hy.q k zyada indicotor bhot slow ker deta hy system ko.

          اب آن لائن

          Working...
          X