Small target ka matlb faida hi faida?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small target ka matlb faida hi faida?
    Yeh bat ap zain main rakh kar trading karen ke jb ap ka target chota ho ga tu ap risk km lein gy tu apko faida bhi aye ga.Zaida ka lalach km se bhi dour kar deta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap sahi keh rahy hain trading karty waqat greed mein nai parna chahiye jab b trader greed kary ga to loss hi kary ga is liye hamen chahiye k ham chotiii lots ka istemal kar k apny muqarar karda target achive kren....is ay hamen loss kam hi ho.
    • #3 Collapse

      G han ap ki bat bat bilkul theek hay is maybkoi shak nai k agar hum trading karte waqt zada risk lete hay tou ye humary liay loss ka sabab bhi ban sakta hay is liay behtar yehi hay k hum trade karte waqt munasib risk lay munaib orofitvhasil kare aur market se side par ho jay
      • #4 Collapse

        Deaar friend you right i am agree with your point of view but i think its totally depend upon your trading strategy plz set your target according your account and your strategy , bhai ager app k pass achi strategy hy aor app ka account healthy hy to target zeyaada b ker skty hain lakin behter yehee hy k app target kam rakhy
        • #5 Collapse

          sub sy acha ya he hai k forex trading main hum lalach kr na chor dy or jo b trade lagy us ko kam time k liya hold kry or profit utha k closed kr dain ya he best hai forex trading main agr hum zayda dair k liya forex trade ko hold kry g to is sy hamra nuqsan b ho sahk ta hai kyun k market aksar reverse kr jati hai. is liya short trading kr ne chahy or kam profit pr he khush raha na chahy zayda k chakra main kahi hum sara profit na zaya kr dy galat trade kr k.
          • #6 Collapse

            G dear ap ki bat bilkul sahee hy k agar ap apna profit ka target chota rakho gy to ap ko forex trading main km risk ho ga loss ka kio k ziada profit k chakr main jab log Perty hain to phr unko isi tra loss bi phr ziada ho jata hy to is liy km target rakh k forex trading main trading krna kamyab hony ki daleel hy
            • #7 Collapse

              forex trdaing aik risky business hai or mera khyal hai k aghr es main risk ko kam kar k trdaing ki jay tu hum achi trdaing kar skty hain es liye hmain chahaye k hum apni palning ks ath sub kuj low level k sath set karen ta k hmain apni trdaing main best profit ho or loss k chances boht kam hon tab hum achy trador ban skty hain
              • #8 Collapse

                agr target set karny ki bat hay to humain target ko set kar kay kam karna hoga is main small target ko set karty hain to humain small earning hasil hoti hay to humain earning hasil karny kay liye km time main km earning asani say mil sakti hay magr humain demo ko use kar kkay achy say practice say ana ho ga
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Hassy2015 پيغام ديکھيے
                  Yeh bat ap zain main rakh kar trading karen ke jb ap ka target chota ho ga tu ap risk km lein gy tu apko faida bhi aye ga.Zaida ka lalach km se bhi dour kar deta hai
                  small target rkhain ya ophr bra target agar ham trading k liye proper plan nahi bnain gy to to hamain small profit bhi nahi hoga or mainay aj sirf 10 dollars profit bnany ka socha tha liakin mera plan nahi tha mere 10 dollars nahi bnay per mera account wash ho gya
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Agar hum small target rakh kar trading kren gay to hum market main achi earning kar sakty hay kyun keh small target kam time main gain kea ja sakta hay aur es trha hum lalach ka kay chakar main bhi nahi party aur humari trading bhi safe hoti hay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X