A large numbers of indicator will not improve your strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    A large numbers of indicator will not improve your strategy
    Involement of multi indicators
    Dear friends apni strategy ko itna b complicated na karain ky ap khod ko samjhnay mei issue ay ap apni strategy ko simpe rakhen takay ap thori boht si modification krk uss se faida len aur zyada indicators ka use na karain bs 1 indicator pe setting karain apni strategy ki tabhi ap ko faida hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    je haan dear ap nay bahut he acha question kia hay agar ham sab bahut say indicators ko use karaingay to hamain pata nai chalay ga k ham konsay pairs pay kab kis wakt kaam kar rahay hain is liye hamain indicators ki bajaye apnay mind ko use kark apna knowledge increase karna chaye jis say ham earning bhi ziada karaingay aur learning bhi ziada hogi.
    • #3 Collapse

      G han ap ne theek kaha humay tradi g ko apne liay boht mushkil nai bnana cahiay balke isay easy rakhe apne liay aur easy aur achi stregtige ka istmal kare ache analyisi kare aur ohir trading kare isi main humara faida bhi hay
      • #4 Collapse

        G haan apni strategies ko bohat ziada complicated na karain wo disadvantage mei chali jati hain bohat zyada modification krnay se strategy aimless hojati ha islye ap care karen iss bat ka aur apni strategy ko jitna simple rakhay gay ap ko b faida hoga
        :p Yes You Can Do :p
        Honesty + Sincerity = Prosperity
        • #5 Collapse

          Ess baat pe bohat baar discussion huwi ha conclusion jo best hay wo yehi hay kay zyada indicators ka use nai krna chaye selective aik best indicator ko choose kr len ussi mei aap apni strategy ko modify karain aap ko bohat great benefit hoga agar zyada indicators lagay gay khud b trouble hogi
          :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

          PLEASE VISIT HERE
          • #6 Collapse

            market main kam karnay kay liye is main help kay liye hum is main indicators ko b use kar sakty hain kun kay indicators ko use karny say humain kfi help mil sakti hay trade ko understand karny kay bary main maloomat mil sakti hay humain low risk main kam karna ho gata kay loss km say km hasil ho sakay
            • #7 Collapse

              ap ne sai kaha mein ne dhekha hai kafi log bohat se indicators use krty hai aur phir khud hi confuse rehty hai is liaye ek hi method rakhay forex trading mein to kamiyab b ho gay ap sb.
              • #8 Collapse

                g haan ap ki baat theek ha humey sirf kisi 1 indicator ki selection krni chaiye ossi pe focus krna chaye aik sey ziada indicators ap ki strategy ko kharab kar seltey haen kyon k ap puzzle b ho sakety ziada indicators mei so apni strategy ko acha rakhnay k liye 1 indicator kaafi ha
                • #9 Collapse

                  g bilkul ap ne thek kaha hai ziada indicator laga kar ap khud confuse ho jaty hain es lye aik ya do indicator lga kar unko behtar tariky se manage karain to apko ziada faida hoga or ap ko samjny me ziada parshani nhi hogi
                  • #10 Collapse

                    bohat acha sawal ha ager ap nick indicator lagaya ga to apko hard work karna ho ga laken es ma lalach nhi karni ho ge ager ap na lalach ke to per apko loss ho sakta ha es leya indicator best ho ..............
                    • #11 Collapse

                      indicators ko use karaingay to hamain pata nai chalay ga k ham konsay pairs pay kab kis wakt kaam kar rahay hain is liye hamain ap khod ko samjhnay mei issue ay ap apni strategy ko simpe rakhen takay ap thori boht si modification krk uss se faida
                      • #12 Collapse

                        dear ap nay bahut he acha question kia hay agar ham sab bahut say indicators ko use karaingay to hamain pataa nahi chalay ga k ham konsay pairs pay kab kis wakt kaam kar rahay hain
                        • #13 Collapse

                          g han me apki is baat se 100% agree karta ho kay trader ko apnay chart par bohat zada indicator nehi laganay chahiey is se ap ki trading stragety bohat zada complicated ho jati ha market me chart par bohat zaada indicator laganay par aik indicator ap ko sell or second indicator ap ko buy ka signal deta ha jis se ap bohat zada confused ho jatay hain ap ko trade ki entry lainy me b bohat zada confusion hoti ha jis se ap phr mistake kartay hain or jo losss ka bais banti ha is liey apnay chart ko befazool indicator se na barhay
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: murtaza ahmed پيغام ديکھيے
                            Involement of multi indicators
                            Dear friends apni strategy ko itna b complicated na karain ky ap khod ko samjhnay mei issue ay ap apni strategy ko simpe rakhen takay ap thori boht si modification krk uss se faida len aur zyada indicators ka use na karain bs 1 indicator pe setting karain apni strategy ki tabhi ap ko faida hoga
                            G Bhai indicator ky himri trading improve nhi hoti ha is ky leya him ko mhnat krna hoti ha kud sy analysis create krny hoty ha phir hi him log apni trading ko improve kr skty ha
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              je haan dear ap nay bahut he acha question kia hay agar ham sab bahut say indicators ko use karaingay to hamain pata nai chalay ga k ham konsay pairs pay kab kis wakt kaam kar rahay hain is liye hamain indicators ki bajaye apnay mind ko use kark apna knowledge increase karna chahye,,,,,,,,,

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X