"What one is actually much more Hazardous Greed or Fear"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    janab main yeh smjhti hun k greed or fear dono se he hamen bachna chahyie kynk jab hum greedy ho k kaam kartay hain tou hamen iss business main loss k siwa k kuch hasil nahin hota,, or agar dar k kaam kartay hain tou sara confidence loose kar dete hain jiski waja se bhi loss hojata hae
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      DAIKHAIN dear dono cheezain dangerious hai per mery khyal main yah different stage per hota hai yani agr ap new hai to ap ko fear ka masla hota hai per agr ap kuch experience ho jaty hai to ap ko fear se nakal kar greed a jata hai per hamain un dono cheezo per dhyan rakhna ho ga tab ja kar ham forex se kuch earn kar skty hai
      • #48 Collapse

        forex trading mein mere hisab se greed hi ziyada khatarnaka hai aur apko chahiye ke ap is mien kabhi bhi greedy nahi hon is mien agar ap greed karenge to is mien apko phir loss hi hoga.
        • #49 Collapse

          greed kar kay kam karty hain to humain market main loss ho skata hay agr hum is main hard work kar kay kam karty hain to humain market main achi earning hasil h saky greed avoid karn
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #50 Collapse

            dear both are dangerous for your trading es liye ap ko seekh aur smjh k kam krna ho ga jaise ajise ap es busienss ko behtar faida de skte ho ap ko loss b ho ga soo ap ko mehnat karna ho gata k ap ko acha reward hasil ho jaye.... aur ap acha earn kar lo...
            • #51 Collapse

              forex trdaing ke business mien apko chahiye ke ap apne andar se greed ka khaatma karen is business mien ap kabhi bhi panic nahi hon warna apko is mien just loss hi hoga.
              • #52 Collapse

                Greed aur fear donon dangerous hotey hain. Lekan agar aap key dil main loss ka fear hy to aap learning key bawajood bhi earning nahi kar sakteen. Aap ko fear ko door krna ho ga aur is key leye demo account best hy. Aap yahan practice sey confidence main izafa kar saktey hain aur fear ko door kr saktey hain.
                • #53 Collapse

                  Forex main sab say bare greed ye hai k humeri investment kam hoti hai our us main humera risk bhar jata hai our pher account wash ho jata hai analysis theek hoty hain but back up nahe hota hy
                  • #54 Collapse

                    Both agar ap fear of loss main pery rehain gy tou ap apni trade main loss hi kerain gy kyun ky apki her trade hi spread ki waja sy loss sy start leti hai aur ap apni all trades hi loss main closed ker ky loss hi kerty hain but greed aesa factor hai jis sy apko agar apni kisi trade main kuch profit hasil ho bhi chuka hai tou apka same profit loss main bhi badal sakta hai
                    • #55 Collapse

                      humain is main greed ko avoid kar kay kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain learning karny ki greed honi chaiye profit hasil karni hay ki nai
                      • #56 Collapse

                        is main trade karny k liye hard work karni ho gi aur greed ko avoid kar k hi hum achi trade kar k run karein gay aur start main fear hota hi hai aur hamain plane kar k hi hum achi trade kar k run karein gay
                        • #57 Collapse

                          greed se loss or loss ki waja se or loss hone ka fear insan me peda ho jata hai is lye main cause greed hai agar aap ko pata bhi hai ke ziada market buy ya sell ja sakti hai tab bhi aap aik fixed target hasil kar ke ruk jaen takey ziada risk na barhe na he ziada loss face karna pare .
                          • #58 Collapse

                            Dear hume greedy se bachna chaiye ye hamre liye sab se acha business ha agr hum is ma menat k sath kam krein gey tu hum is ma bihat kuch hasil kr sakte hein hume is ma practice krni chaiye
                            • #59 Collapse

                              Dono chezain he forex Traders kaay liye kafi nuksaan ka sabab banti hain, lakin khas toor per lalich ko tu zaroor avoid karna chaye . fear ke waja say tu traders ko sirf yeh masla he hota ha ke un say time per entry reh jate hai lakin kam say kam loss nai hota hai, lakin greed ke waja say bohot loss hota hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Mery point of view main humery leay sab say dangerous lalauch hai jab bhe koi trader lalauch main aa k trade barey volume ki open kerta hia ya to stop loss hit hota hai ya khud loss main close ker dita hai jse say us k andar fear aa jata hai to lalauch nahe kerni chhay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X