loss ki waja sy mayoosi
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ki waja sy mayoosi
    Dear friend kuch trader loss ki waja sy mayoos ho jaty hy , ya to forex trading chore dety hain ya loss recover kerny ki jalde main bahoot galt trading kerty hain jis ki waja sy unhy aor loss hota hy bhai plz emotional na ho market analysis ker k saber k sath loss recover kerny ki koshish kery.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Start mein kafi logo ko loss ho jata hai uski wajha yeh hai keh ham start mein nervous hoty Han es Lia trade Sahi NI kar paty aur unko loss ho jata hai aur woh mahyoos ho jaty Han but unko asa NI karna chahya unko sabar karna chahya aur next trade soch samjh ka Karan aur apny loss ko recover karny ka sath sath profit bhi Lyn..
    • #3 Collapse

      g han bahi jan ap ny ik bohet he acha point rise ki hy.agr humy forex trading my loss ho humy is my msyoosi nahe krni chahey.q k humy is my dobara koahesh kr sakty hn,or is bar humy zayda mahnet krna pary gi.to hum is my profit earn kr sakty hn.lkn agr hum is k rules k against gy k to hum loss krwa ly gy.
      • #4 Collapse

        Dear firneds, forex ek business aur es main loss k chances bi hotay hain..kuch log loss anay pa mayos ho jatay hain..un k loss ki waja un ki apni mistakes hoti hain..un ko chaheay k mayos honay k bajaey apni mistakes ko remove karain ta k loss na aey.
        • #5 Collapse

          G bhai main agree karta hoon ap se lekn mayosi gunah hai ap motivated raho apne koshish jari rakho successful hamesha wohe hoty hain jo apne bad times main khare rahty hain aur apne koshish jari rakhty hain
          • #6 Collapse

            Loss ki vja say mayooshi a jati ha yeh natural c bat ha lekin new users k sath shuru shuru main yeh bahut masla ata tha start main mera jb pehli dfa account wash ho raha tha to me bhi bahut mayoos ho gaya tha aur trading say ukta gaya tha lekin phir me nay himat nai hari aur apni khamion pay nazar dorai aur apni ghaltion ko thek kea aj Allah k maram say forex say achi earning kr raha hun so me tamam dosto say kahu ga kbi bhi loss ki vja say mayos na hon bal k loss bhi tarha ka lesson ha. So loss ki vja say kbi bhi mayos na hon.
            • #7 Collapse

              loss hoony ki waja say humain mayoos nai hona chahiye humain loss ko km karny kay liye is main kafi mehnat karna ho gi apni mistake ko sai karna ho ga humain mistake say market main kuch nai milta hay apni learning kar ay achy say kam karna hoga ta kay trade main ziada say ziad ahumain profit ho sakay
              • #8 Collapse

                yes brotehr kafi logo ko daikha hai jo loss ki wajah se pershan ho jate hai or forex chor daite hai yeh na kam tareen trader ki nishani hai aisay trader ko seb zaida pershani tab hoty hai jo new hotay hai apna seb kuch forex par laga kar trading karte hai shuru main is k sath lot b balance k hissab se nai rakhte zaida rakh laite hai phir big loss k sath pershani b zaida hona zaroori hai
                • #9 Collapse

                  G dear aap nay teak kaha hai agr kisi trader ko loss ho jata hai lazmi bat hai kay wo loss ko daikh kr mayoos hei ho ga agr wo hei loss profit main convert ho jaiy to kai bat hai es lay trader ko knowledge aur experience say kam krna chahaiy
                  • #10 Collapse

                    yes esa hi hota hai ke lose recover ke chaker main or lose ho jata hai or banda mayos ho jata hai ke es working ko chore dete hain but ham esa nh kr pate hain or again working start kr dete hain agar ham thora market ko watch kr ke thora time invest kr ke thore hard working kr ke lose se avoid kr skate hain or yeah possible hai trading ke business main kuch bhe possible hai hard working se mehent se or wese bhe lose trading ka hisa hai or hame accept krna chye or us khami ko recover krna chaye jis se hame lose ho jata hai
                    • #11 Collapse

                      Zahiri se bat hai loss life main insan ko mayos kar deta hai, aisa nahen kay sirf business ya forex main he loss insan ko mayos karta ho zindage kay har maidan main insan ager kahain harta hai tu mayos hota hai or ya insani fitrat hai, lakin bahtreen instan wohey hai jo apni nakameyon say sekhay or mayosi ko jald say jald apni takat banaye na kay apni kamzori.
                      • #12 Collapse

                        ji jnb ap logon ne thik kaha ha ke loss ki waja se loge mayoos ho jaty han or dil bardashta ho jaty han or forex trading hi chor jaty han khas kar new qamar esa karty han q ke wo jald mayoos ho jaty han mayoosi guna ha mayoos ni hona chahiye balke har se sabak seekhna chahiye or mazeed ziada mahnat karni chahiye or dil laga kar kam karna chahiye or forex form pe kam karna chahiye har jeet kheal ka ak sisa hota ha is se mayoos ni hona chahiye
                        • #13 Collapse

                          Brother aap ne bilkul theek keha hai k loss hony pay hum ko bohat mayusi hoti hai mery sath bhi aisa hi hua tha mager main ne forex trading ko chorra nahi aur try jari rakhi market news dekhta reha indicators se help laita reha aur demo pay practice jari rakhi and at the end i recove my loss and withdrawn the profit
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            ap ne sai kaha lose ki waja se disheart nai hona chaiye bulke sikna chaiye k kia galti hoi hai aur next time wo galti nai krni chaiye.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X