"Weak eyeside in forex"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    nahi g forex trading mien koi eyeside weak nahi hoti is mien apko chahiye ke ap ek tiome table bana kar us hi time pe trading karen to hi ap phir is mien kamiyab hosakte hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      nahi g forex trading ke business ko agar ap time table bana kar is mien karenge to hi ap phir is mien kamiyab hoskate hain har waqt market ko dekhne se apki trading achi nahi hosakti.
       
      • #138 Collapse

        Agar aap forex key addicted ho jayen gey to aap ki eyeside kharab ho sakti hain aur aap ki health bhi affect ho sakti hy. Hamain is business ko aik schedule bana kar use krna hy takeh mind bhi fresh rahay aur health bhi kharab na ho. Health saheeh rahay gi to hum acha earn kr sakain gey.
        • #139 Collapse

          Agar apky sath aesa problem ho raha hai then apko continue forex main trading nehi kerni chahiay apko just take profit aur stop loss select ker ky chor dain apki trade bhi continue rehy gi aur apko eyesight ka problem bhi nehi hoga so apko waqfy waqfy sy market open ker ky apni trade ko check kerty rehna chahiay ky agar target achieved ho chuka ho tou other trade open ker dain
          • #140 Collapse

            forex main ziada kam kar kay eye sight main kafi frak a jat ahy huamin agr success hasil karni ahy to humain learning kar kay pracctice say kam karna ho ga ziada kam b nai sai
            • #141 Collapse

              is main trade karny k run kraein gay aur weak point ko strong karny k liye experience hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skaty hain aur market main trend ko use kar k hi hum achi trade karein
              • #142 Collapse

                forex me weak eye side ke effect se bachne ke lye chart ko hamesha zoom kar lena chahiye or thora computer se distance bana kar bethna chahiye takey koi ziada issue face na karna par sake or glasses jo hota hai us ka use karen takey aap properly kaam kar saken or sahi se market ko analyze kar saken .
                • #143 Collapse

                  Yes dear ap ki bar thek ha hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre liye acha business ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein agr hamre paas experience ur knowledge ho
                  • #144 Collapse

                    bhot achi bat ki hai app naay aur yeh masla kafi common be hai . traders ko chaiye ke jab woh apnay computer par posting kartay hai tu us time try karin ke kafi ehtiat ke jye , trading aur posting kay time hamari eyes sight par kafi negative asar perhta hai musalsal computer ke screen ko daikne say eyes pe boht manfi effect hota ha . posting aur trading kay doran gap bohot lazmi hai .
                    • #145 Collapse

                      Easa ho sagta hai k musalsal kaam ki wja say kisi ki bhe eye sight week ho sagti hai to kaam karein liken itna karein k ap ki eye sight ka masla na bananian
                      • #146 Collapse

                        agar hum apny weak points par twajo dain gay tab hum forex trading main bohat achi earning karna seekh sakty hay aur humay esmain dil lga kar focus karna chahiey tabhi kamyabi hasil ho sakti hay
                        • #147 Collapse

                          is main trade karny k liye hard work karni ho gi aur ye ak boht hi best buisness hai aur hamain market main knowldge hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skaty hain aur market main earning ho saky ga
                          • #148 Collapse

                            jab ap forex market mai trade krtay hotou approper light ko bheuse kray tk ap kieyesideweak na ho aurapforexmarket mai begarweak eye kay tradekr sky. es tarah proper light usekrnay say ap long time tak trade krsakty ho.
                            • #149 Collapse

                              bilkul aise hai jan hai to jhan hai ager hum mutwatir PC pr work krtey rahin to hamin thakan mehsoos hoti hai oor is k ilawa ankhon ka msla shuru ho jata hai jab ye msail shuru ho jai to kam pr sahi focus ni ho pata to plz apni protection bhi krin or kam bhi krin
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Agr ap har waqat forex market ko watch kro gy aur koi bhe rest nahi kro gy tou ap ki eye side weak he ho gy. es lye ap koshishkray k regular forex market ko watch na kray. ap forex market mai rest bheray.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X