forex trading ko time daina

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading ko time daina
    Me yeh kehna chahta Hun keh AP forex trading ko ziada SA ziada time dyn us SA apka skill level bhi improve ho ga aur apko trding ka bare idea bhi ho jy ga just SA apki kafi help ho jay ge trading karty waqt ..start mein ham ko ziada SA ziada time daina chahya ...to AP dosto ka Kia idea hai keh ham ko kitna time daina chahya forex trading ko????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear Friends hum ko cahyh k hum forex ko pura pura time dain esi ke waji say hmaray skrill improve hooo gay forex kay.hum jitna zada time forex ka dain gay uta he jaldi sekain gay aur hamry skrill utahay he improve hoo gay kau k kau k forex may choti say choti chezo say hum sakhaty hain aur ek choti se gali hum hamary captial to loss karva sakti ha es layh time forex ko zada say zada dain aur choti choti chezo pay nazar karin...
    • #3 Collapse

      Ham jitna ziada time den ge forex ko utna ziada hamen faida ho ga lekin hamen her roz time dena chahiey forex ko kiun k is se hamen daily kuch na kuch sekhne ko miley ga Jo k hamare liey faida mand hai. agr ham kuch din chor k forex pe kaam kren ge to is se hamara nuqsan ho ga.
      • #4 Collapse

        Forex trading aik bohot he damnading type ka business hai . beshak iss ko app apny ghar mai baith kar b aur ksi b time per kar sakty hain.
        Lakin forex trading bohot ziada time mangta hai . iss ke learning aur expeince hasil karny aur baad mai market ka analsis karnay aur trade open karny kay baad market per nazar rakhnay ke liye kafi time chaiye hota hai .
        • #5 Collapse

          G bhai ap bilkul theek kah rahe hain hamen iss ko as a business samjna chahye iss ko time dana chahye ke hamara mind train ho saky hamre eyes train ho chart dakhne ke lea
          • #6 Collapse

            G han jab bhi hum trading business main new enter jote hay tou ye humare liay boht acha hay k hum zada se zada time forex trading ko dain is tarha hum market se toucj main rehte hay aur humay us ko samjne main asani hoti hay aur humjaldi ye business sikh sakhte hay
            • #7 Collapse

              forex main kam karty hain to is main hard work kar kay achy say kam karna ho ga jis say trade main kam karna humary liye asan ho sakay is main dmeo ko use karny say humain trade ko understand karna ata hay is main full time lagan ho ga kun kay humain market ko sikh kar kay hi kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Forex trading ko time dena bahut zaruri ha agr kamyab hona ha to. Forex ko jitna ziyada learn krain gay utna faida ha agr ap daily routine bna lain aur kam az kam aik ghanta time dain forex ko to ap kafi successful ho sktay hain. Masla yeh banta ha k hum forex ko regularly time nai detay jis ki vja say learning mazboot nai hoti. Hmain ziyada say ziyada forex ko time dena ho ga
                • #9 Collapse

                  my dear forex treder apko me ek baat kehna chahyt hai wo ye ap schol me ye koi or km me time dety hain or forex k liye ap k pas taim ni ha to aforex me akbi bi kamyb ni ho sakty haiin wo is liy k jab ap prectes ni kro gy to apko forex kaha se aye gi apko loss hi ga
                  • #10 Collapse

                    brother aap ne thik kaha jitna zaida time ho ga utna zaida faida ho ga time is tarah nai daina aap k pass knowledge nai hai aap paisay ki chakar main trade karte ho raho isay aap logo ne time samjh rakha hai behtar time wo hai jo kuch sikhnay main de behtar hai forex main loss ko khatam karnay k liay time de ta k loss ki galtio ko khatam kya ja sakay
                    • #11 Collapse

                      G aap nay teak kaha hai dear world ka koi bhi kam hai wo learning say ata hai aur hard work say ata hai es kay bat us ko proper time dainay say ata hai es lay aap kisi bhi kam ko krain aap us kam ko jab tak time nhe do gay kamyabi hasil nhe kr sakty
                      • #12 Collapse

                        jahan tak muje lagta hai tu forex ke trading main hame daily main 4 hours ya es se bhe zida ka time dena chaye phir hi ham log trading main skill or experience ko improve kr skate hain trading ek risky business hai or yeah tub zida risky ho jata hai jab ham logo ke pas es ke bare main knowledge nh hota hai or experience nh hota hai so hame zida se zida time de kr apni skill or knowledge ko improve krna chye take ham kamyabi hasil kr saken es job main se,
                        • #13 Collapse

                          Asslamo Alaikum ji mare piyare dosto ma bhi ye hi samjhty hon ke ham forex tradin me jitna ziada time dan ge utna hi hamara fida ha q ke ye hamara apna kam ha jo hamary mahnat pe inhasar karta ha ham jitna kam karan ge haman utni hi earning ho gi jis ka haman khud hi faida ha zahir se bat ha ke ye hamara karo bar ha pase kamane ka ak bahtreen zariya ha hama chahiye ke ham forex trading me jitna kam karsakty han or jitna time da sakty han utna ziada dan
                          • #14 Collapse

                            Dear bat yeh ha k kisi bhi kaam ya field main us wqt tak successful hona mushkil hota ha jb tak us main fully involved ho k time na dia jaye kyun k forex trading aik complicated online business ha aur baghir learn keay aur analysis keay mushkil hota ha lehaza jb tak hum forex ko proper time nai dain gay kamyab hona mushkil ha. So hum sb ko forex ko aik proper time dena ho ga ta k hum kamyabi hasil kr skain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai jaan ap ki bat bilkual thek hy is mn ap ko is ko jitna bhe zaida time dny ga is mn ap ko itna zaida faida ho ga is lye ap ko chaye k is ko full time den jis sy ap ko boht faida ho ga futre mn ....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X