Moving avarage ka sahe use

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving avarage ka sahe use
    ASLAMUALEKUM fellow members kuch loog moving avarage ko bohat powerful tool samjhty hain jub k kuch iss ko bilkul bhe rate nahe karty us k wajah yeh hai ke moving avarage indicators ke kuch limitations hain main ap ko batata hn khn MA use ho sakty hai kahan nahe
    ✅Jub market ek side ko trend kar rahe ho to ap us time ke MA use kar sakty hain
    ❌Jub market side ways ho us waqt yeh indicator sirf loss kare ga
    Image attached kar raha hn behter understanding ke leaClick image for larger version

Name:	83D73635-B30A-48E1-AC2A-589ED8FB5384.jpeg
Views:	1
Size:	375.6 کلوبائٹ
ID:	12461943Click image for larger version

Name:	4141BD71-6EB8-4F62-B10F-A818F24E5942.jpeg
Views:	1
Size:	392.5 کلوبائٹ
ID:	12461944
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Wao g aap ne to moving evereg ki kia tareef kia hai hamen bhi moving evereg ko issi parkaar se use krna chahiye lekin mjy in arrow ki smajh ni aa rhi hai k ye konsa indicators aap use kr rhe hain ya ye arrows aap ne kiss tarah se creat kiye hain please zara isse aap explain kren ta k ham achi tarah se in sab cheezon ko smajh saken
    • #3 Collapse

      Agar ap moving average two different types ki moving averages select ker lety hain aik 60 ki aur aik 10 ki tou both lines jab cross kerti hain tou same cross agar candle sy kafi fasly per banta hai tou aesy time main trade open kerny per achi khasi pips earn ki ja sakti hain ky aesy main market kafi dair tak aik hi direction main move kerti rehti hai
      • #4 Collapse

        G bro apka question bahot acha hai but abhi me new Hun to me learn Kar raha hu to apka question sa Meri kafi problem solve ho gai Han aur mjhe bhi idea ho gia hai trading ka aur new cheezan bhi pata chal gai Han about trading
        • #5 Collapse

          forex trdaing main hmain market ko chek karty howe trdaing karni hoti hai jub k hmain moving avourage ks ath trdaing karni chahye jub market aik dide main move karti hai tab hum moving avourahge ko use kar skty hain jub k market main side way tredn ho tu hmain kbhiu bhi trdaing nahi karni chahaye es main loss hona yakkeni hot hai
          • #6 Collapse

            Bahut acha explain kea ha ap nay moving average main meri bhi yeh observation ha k jb side way market move krti ha to ic say loss hota ha aur jb market up ya down trend bnati ha to ic say lafi faida hota ha so moving average ka agr sahe use krna a jaye to bahut say oder him aisay place kr sktay hain jis main hmain sirf profit he profit ho ga. most of the people moving average he use krtay hain trend ko judge krnay k leay
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              mostly indicators tou koi bhi hon side way pe work nahe karta mostly indicator wahan he chal raha hota hay jahan market hoti hay market indicator kay mutaabik nahe chalti hay observation yahi ki hay kay aap sirf aik jaiza le saktay hain indicators se indicators aik ishara deta hay market k momentum ko moving ka bhi aap sahe tab istemaal kar sakain gay jab aap kay paas eska experience hoga...

              اب آن لائن

              Working...
              X