Best lot size on 300$ account kia honi chahy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best lot size on 300$ account kia honi chahy?
    my friends jesa k hum sab janty hain k forex aik risky business hai our aksar dostoun ka ye question hota hai k us k pas 200 300 ya 500 ya pher 1000 USD ka account hai to us k leay ussay kitna risk lena chahy our us k leay best lot size kai ho ge to pheli baat to ye k money management app ko her capital k leay kerna ho ge our second app ko greed k sath trade nahe kerna ho ge 300 ka account hai to pher money ko mange keeran our us k rules k mutabik trade krean our ager 1000 usd hai to pher bhe us rule ko follow ker k he forex main work ker sagty hain s
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aapki baat darust hai hamen apne account men best management hi krni chahiye agar ham apnie account men management ni krte hain to iska matlab hai k ham apne account ko achivtarah se run krne k qabil bhi ni hai qk agar ham money management ni kren ge to ham apna loss krwa den ge isliye main smajhta hoon k hamen apne account ko safe rakhna bahot hi zaruri hai
    • #3 Collapse

      Dost agar balance 200,300$ he to .02 ki lat behtr he, aor agar 500 $he to maximum .02 or .03 ka lot size adjust kren.aor agar balance 1000$ he to phir maximum .04 ki lot lagaen magr ye risky hony k zumry me aa jata he.
      • #4 Collapse

        jitubhai aap ki trading strategy ke upar depend karta hai ke aap ke pass 300 USD capital account bonus uske upar aap apni strategy k copa trade Karenge aur Agar jyada ho na so ja sake 500 USD Yatra ke paas 1000 USD ka account or uske upar toh aap Jyada risk Leke scalping bhi kar sakte hain aur Jyada profit Kama sakte hain money management karna zaroori hai Kyunki ICSE aapka account wise nahi hoga aur lambay earsay tak forex main kaam ker pain gy
        • #5 Collapse

          Dear Friends monney managament k hassab k 300$ pay loat size 0.03 hona caheayh crunncy pair pay aur Gold Aur silver pay 0.01 say trade karni caheyh aur leverage 1:1000 honi caheyh zay wo managment the jo mau khud be use karta hooooo ..
          • #6 Collapse

            agar humary pass 300 dolor hay to humay chahiye keh esko sahi say manage kar kay trade karen kyun keh money management karty huway he hum esmain loss risk ko manage kar sakty hay aur market mainearning kar sakty hay aur humay chahiye keh es baat ka khass khyal karen
            • #7 Collapse

              Dear trading karty waqat jab b ap trade lagaen to money management bahut zarori agar ap money management nai kar rahy to ap ko loss k sath sath ap ka account b wash ho sakta hay is liye trade soch samjh market ko dekh k trade lagaen
              • #8 Collapse

                thank u dear ap ne bohat hi acha bataya hai is tara hum jb b trade karay gay to yeh bohat hi useful baat hai hum sb k laiye idea ho jata hai is tara k kitni lot use krni chaiye.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  forex trdaing main jo trdaing k liye lot lgai jati hai wo har par k according hoti hai es liye es k ilwa aik or sorat yah hoti hai lot ki k kuj bari lot lgaty hain jub k koi choti lot lagty hain mera yah khyal hai k hmain apny capital k hisab se lot lgani chahaye or aghr choti lot lagi jay tu hmain loss k chances bhi akm ho jaty hain hmara ccount save rahta hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X