Agar ap ki trades open hain aur ap long time k liye out ho ye harmful ha ap k lye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Ye bohat eham baat hai k jab bhi hamari trades open hon to hum ko un trades ko check kerty rehna chahiye ager hum aisa nahi kerain gay to hum ko bohat ziada loss bhi ho sakta hai. Iss liye ye baat hamaisha yaad rekhain k ager aap ne apni trades ko long time check nahi kerna ya aap aisi jaga ja rehy hain jehan net ki facility nahi hai to aap apni tumaam trades ko stop loss aur take profit k limits laga dein ta k aap heavy loss se bach sakain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear friends agar hum trade krty hn aur long time k leye out ho jaty hn to hamein is soorat mn loss hota ha jb markeet loss mn chali jati ha , aur agar markeet fast move kr rahi ha aur hum trade laga kr long time k leye trade open rehny dety hn to is sy hamein bhut acha profit gain ho skta ha .
      • #18 Collapse

        Han g bilkul thk kaha ap ne .aksar trader ki trades jo loss main chal rahi hoti hain or un pe koi sl koi tp bhi nahi lagi to ye khatry main hain or agr kahin wo out hain market ko long time nahi watchnkr skty to un ko during running trades main dakhty rahna chaye k market main kia movement hain market kis trend main ja rahi ha .ye nahi k trades lagain or bhool gye .werna ap ka account wash hony ka khatra ha .
        • #19 Collapse

          Brother forex trading business aik risky business hay es liay open trades main humain market ko watch karna zaroori hay, because kuch bhee possible hay, but agar aap aaram karna chahtay hain to es kay liay stop loss and take profit ko use karna chahyie. es liay aap ka profit safe ho jay ga and big loss say bhee buch satay hain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            G dear ap ki bat sahi ha k jab Hamari trades loss main chl rahi hon un ko closs krna lazmi ha Agr to sl ya tp lagi ha to thk werna ap ko loss ho skta ha. trades ko check kerty rehna chahiye ager hum aisa nahi kerain gay to hum ko bohat ziada loss bhi ho sakta hai. Iss liye ye baat hamaisha yaad rekhain k ager aap ne apni trades ko long time check nahi kerna ya aap aisi jaga ja rehy hain jehan net ki facility nahi hai to aap apni tumaam trades ko stop loss aur take profit k limits laga dein. Ziada behtr ha k slya tp laga dain

            اب آن لائن

            Working...
            X