Jab ap ghusy main hon to trade ka faisla ni kro
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab ap ghusy main hon to trade ka faisla ni kro
    Kuch log ghusy main hoty hain aur jaldi jaldi trade open kr lety hain to unko loss ho jata hy to is liy kabi bi ghusy ki soorat main trade open na kro kio k ap ghusy main ghlt faisla kr betho gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    humain ism ai relax ho kar kam karna ho ga kun kay jab b hum kam karty hain to trade karna humary liye asan ho sakta hay is main active ho kar kam karna ho ga jis say market ka use karna humary liye asan ho sakta hay is main fresh mind say ana ho ga magr humain is main trends ko follow karna ho ga
    • #3 Collapse

      aap ki baat sahi hay agar hum fresh nahi ho to humay trade nahi karni chahiye kyun keh es trha hum sahi say twajo nahi dai sakty forex trading par hum earn karnay ki bijaye market main ulta loss he kar laity hay aur humay chahiye keh esmain sabar kay sath kam karnay main he faida hota hay tab he achi earning kar sakty hay
      • #4 Collapse

        yeh bilkul sai baat hai dear gusay mein koi b kam sai nai hota hai is laiye gusay per kabu pana hi samjdari hai aur jb b trade karay to mind ko relax kr k karay galti nai karay gay phir.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Phooljan پيغام ديکھيے
          Kuch log ghusy main hoty hain aur jaldi jaldi trade open kr lety hain to unko loss ho jata hy to is liy kabi bi ghusy ki soorat main trade open na kro kio k ap ghusy main ghlt faisla kr betho gy
          Some times traders k sath aisa hota hai k traders plan bna kr trde krty hain or traders ko phr bhi loss ho jata hai us time traders ko chaye k ghussa jab araha ho to tab bilkul bhi trade na karain q k us time traders jazbaat main aa kr ghalat trade lga dain gy
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Phooljan پيغام ديکھيے
            Kuch log ghusy main hoty hain aur jaldi jaldi trade open kr lety hain to unko loss ho jata hy to is liy kabi bi ghusy ki soorat main trade open na kro kio k ap ghusy main ghlt faisla kr betho gy
            Ji bilkul ghusse per agar kabu pata jaye aur thoda sabar ka muzahira kry of startegy planning se trade kry tu kabhi b loss nhe hoga
            • #7 Collapse

              hna g ap ny bilkual thek kha hy jo log gusey mn hotey hny tu in ko trading nhn karni chaye or is k bad agar is k bad jb ap is mn fresh ho jatey hny tu is mn ap is mn trade karey tu ap ko profit ata hy ..
              • #8 Collapse

                ye bat apki 100% sahi hai k forex mai jab kabhi asa moka ay k markeet apki samjh mai na ayy tu ap ko loss ho jat ahai aur phir app gussy mai kar aur ziada trade kar laity hain aur high lot use kar laity hain jisski wja say app ko phir loss ka samna karna parta hai is leay asa nahi karna chheay iss mai apka he nuksan hota hai guusy mai hemsha trade ko band kr diana daina chheay aur fresh ho kar again akrni chheay.
                • #9 Collapse

                  Re: Jab ap ghusy main hon to trade ka faisla ni kro

                  Assalamu Alikum

                  Gusa karna to waisy b haraam hai, aur yeh es liye hai kay ghusa main aap aisy aisy decision lay laty hein jis ka baad main aap ko bhot bara nuqsaan hota hai aur aap phir puchtaty hein kay Kash kay aap ghusa na karty, trading main to boht zayda patience kay sath kaam karna parta hai jab kabi b aap ko koi tension ho ya aap ghusy main hain to kabi b na forex ka kaam karein aur na trading, kuyn kaisy main aap sahi kaam aur trading nahi karein gay aur aisy he apna bonus b zaya karein gay aur es say account b bann ho saqta hai.

                  Thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Jab ap ghusy main hon to trade ka faisla ni kro

                    han dear firnd man ap ki bat say agree karta hn ji dear bro agar p any is main achi tarh say kam karo gay dear firnd bus ap nay kamybi tab milti hai agar ap nay is mian achi tarh say mehnat karo gay to ap is main achi tarh sya kamyb ho jao gay dear firnd dear frind bus ap nay is main achi tarh say kaam karo gay dear firnd
                    • #11 Collapse

                      Re: Jab ap ghusy main hon to trade ka faisla ni kro

                      Absolutely 💯% sahi kaha apne q k kaha gya gusa aram hota hy es me ju bhi kam kya jata us se apko kbhi bhi faida nhe hoga esle hame chahe k jub hum guse ki halat ke ho tu hame trading se dor rhne chahe q k guse me hmara stable nhe hoga aur hum asw hy koi bhi Pair select karle gy jis se hame uske bare me knowledge nhe hoga aur hame loss hoga.hame chahe k jub hum Pori tarah relax ho tub trading krni chahe
                      • #12 Collapse

                        Re: Jab ap ghusy main hon to trade ka faisla ni kro

                        Han ji yah bat bhi thek hai Jab Ham gusse mein ho Humko trade kar naachna nahin karna chahie ki unke usse Mein Koi Bhi Faisla theek Nahin Hota Hamen theek Faisla karne ke liye Soch Samajh Kar Faisla karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Jab ap ghusy main hon to trade ka faisla ni kro

                          Bilkul aapane bahut acchi baat kahi hai Jab Hamara mind disturbed ho yah Hamare mind Mein Koi tension Chal Rahi Ho To Hamen kabhi bhi trade karne ka risk Nahin Lena chahie Kyunki Jab Bhi Ham tension wale mind se trading karne ki koshish Karte Hain To Hamen nuksan hota hai lekin Agar Ham active mind se fresh mind se trading karne ki koshish Karenge To Hamen bahut Achcha fayda Hasil Hoga isliye Hamen Kabhi Bhi Apne mind Mein tension rakhkar kam karne ki koshish karne ka risk Nahin Lena chahie
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jab ap ghusy main hon to trade ka faisla ni kro

                            G han bilkul forex trading baht sensitive trading h. Is Main hmain jazbati bilkul nhi hona chahiay or kbi b ghusa main trade nhi krni chahiay q k esi trade se hmaisha loss hota h. Trade krtay wqt zehn fresh hona zrori h or skoon se trade krni chahiay kbi jazbai fesla nhi krna chahiay. Tb hm forex trading se acha profit hasil kr sktay hn.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X