Forex main aqalmand aur mehnti log kamyab hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main aqalmand aur mehnti log kamyab hein?
    Forex ho ya koi aur business jin logon main yeh do khasosiat hoti hein wo zandagi main kbi nakam nai hoty aur kamyabi ke raste un ke ley kholty jate hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes boss forex trading kam hi jenius people ka hae jo har faisla karny say pahly usky sary passy manzar ko dekhty hain aur nihait samajhdari k sath trading karty hain q k basically forex sabr waly bandy k liay best hae jald baaz ismen kamyab ni hae.
    • #3 Collapse

      Forex trading business mein kaamyaab honey k liye mehnat aur hardwork tu zaroori hy aur is k sathh achi skills ka hona bhi zaroori hy aur jab ap forex trading business mein mehnat aur hardwork karain gay aur forex trading business ka knewledge aur learning hasil karain gay tu practice se ap acha experience aur achi skills bhi hasil kar saktay han is liye achi skills experience aur knewledge ap sab kuch mehnat aur hardwork kar k hasil kar saktay han
      • #4 Collapse

        forex main kam karny kay liye is main aqalmandi say kam karna ho ga jis say market main achi earning hasil ho sakti hay humain demo ko use kar kay achy say anaho ga humain practice say kam karna ho ga kun kay practice say kam karty hain to apni learing or apni aqalmandi say sucess hasil ho sakti hay
        • #5 Collapse

          aapki baat sahi hay forex trading main agar hum kamyab hona chahty hay to humay chahiye keh aqalmandi ka muzahira karen kyun keh esmain agar hum theak say trading par theak say focus nahi karen gay to hum market main achi earning nahi kar sakty ulta humay market main loss he hota hay es business main mehant karni chahiye
          • #6 Collapse

            Ku nhi work chahy koi bhi ho ager us m mehnat nhi karyn gy to work kaisy karyn gy or mehnat ky sath sath aqal ki bhi zarrorat hoti hy is sy experience hasil karna or work karna hamari mehnat or aqal asan banna dyti hy hamary liye forex mein kamyabi ky liye mehnati or aqAlmand hona buhut zarrori hy
            • #7 Collapse

              G ha Forex trading business me akalmand or mehnti log hi successful hote hain or koi b kam ho us me successful wohi hote hain jo mehnat kerte hain din raat acha time spend kerte hain unky pass experience acha ata jata hai jis se success hasil hoti hai means experience main key hai success ki jo learning or hard working se hasil hoti hai.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Riaz600 پيغام ديکھيے
                Forex ho ya koi aur business jin logon main yeh do khasosiat hoti hein wo zandagi main kbi nakam nai hoty aur kamyabi ke raste un ke ley kholty jate hein
                forex trading main ziada hard work krny walay kamyab hoty hain q k hard working aik aisi cheez hai jo ap k skills ko acha bnati hain or mainay bohat sy hard workers ko aklmando k samny kam krty daikha hai

                اب آن لائن

                Working...
                X