People's theory that profit is unlimited but is limited by logic

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    People's theory that profit is unlimited but is limited by logic
    Dears aksar logon ki ye thinking hoti ha k hum forex ko join karain gay aur bohat sa profit aik dam karain gay profit humay unlimted milay ga jab profit aik target mey letay haen to greedy hojatay hain ye chez phr traders ko emotional karti ha asal mei profit unlimited nai hota logical limited hota ga proper target hota ha new anay walay trader ko ye samjhna chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear kch logon k nazdeek forex ka profit jaiz hai aur kch olama isse najaiz kehte hain lekin hamara dil isse jaiz manta hai to tab hi ham isse kr rhe hain agar na jaiz manta to ham kabhi ni krte mera to khayl hai k iss men profit bhi hai aur loss bhi hai to isse jaiz hi hona chahiye ab jo bhai isse jaiz ni mante hain wo isse chor ke kou aur buiseness strat kr len
    • #3 Collapse

      well bro yehi sab new bee ki soch hoti hae k bas abto paisa i paisa ho jain gy aur issi ghalt fehmi men wo log deposit karwaty hain apni kamaie aur bad men loss ko samna karty hain q k basically ye lalchi aur baghair seekhy huay log hoty hain jo loss k bad forex ko fraud kehty hain jab k ghalty unki apni hoti hae.
      • #4 Collapse

        Well.said humay chaiye hum target rakh kr chalain aksar trader ki ye wrong thinkinh hoti ha k profit unlimited ha jitna marzi kama.lo etc ye cheez wrong ha profit hamesha set by target hota ha jitna target ho utna he milta ha so limited he sucxessful trader profit ko accept karta ha
        • #5 Collapse

          han dear jese baqi k business me profit and loss dono hota hai asay he forex me bhi zaher si baat hai k profit and loss dono he hota hai bus ye hum par depend krta hai k hum kis had tak sekhte hain es business ko or us k elawa new trader bus profit ni karta zada tar to wo loss he krta hai even agar expert trader ki bhi baat karen to uski 100% trades profit ni dekr jati hai usko bhi loss hota hai samjhen ap sub es baat ko.
          • #6 Collapse

            Perfect lines bro kuch traders jo new hoty hain unki ye thinking hoti hai kay forex join karty he unlimited profit earn karain gy jab kay aisa nahi hai jo log greedy hoty hain wo kabi successful nahi ho sakty agar forex main earn karna chahty hain to proper strategies bnaye profit ka aik target set karay aur usi kay mutabiq trading kary tab kamyabi hasil hogi
            • #7 Collapse

              bohet khoob ap ny bohet achi batr kahi hy.kuch new treaders or kuch old trader hn lkn lalchi hn un k dill my khyal ata hy k is my or zayda profit earn kr laty hn,or isi chaker my wo apna loss b krwa laty hn.hum profit k liay ik target rakhna chahey.or profit earn krny k ik logic hona chahey.
              • #8 Collapse

                Dear firends, agar ham ak dam forex se bahut sara profit karna chahen gay to yah bahut risky ho ga...agar hamari trade profit main rahi to phr ham acha profit earn kar lain gay but agar profit loss main chali gai to hamain loss bi utna zeada hi hoga.
                • #9 Collapse

                  Aksar log ye thinking letay hain bs profit he profit hay bohat zyada profit ha ye soch le kr forex mei enter hotay hain jab kay actual profit hamesha limited hota hay asi soch ghalat hay hamesha ap ki skills kay mutabik ap ki mehnat kay mutaabik ap ko aik limited profit milta hay
                  :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                  PLEASE VISIT HERE
                  • #10 Collapse

                    Aksar logon k loss krnay ki big wajah b yahi hoti ha onki thinking about profit bohat ghalat hoti ha k bs forex pe join karna ha aik dam se profit he profit hoga jab k humay ye pta hona chaiye forex pe mehnat se kaam hota ha limited income hoti ha unlimited income nai asal mei yahan skills se mehnat se kaam krk income haasil krni hoti ha
                    :p Yes You Can Do :p
                    Honesty + Sincerity = Prosperity
                    • #11 Collapse

                      forex trdaing main trdaing karny k liye mahnt karna hoti hai es k liye kisi bhi trador ki lalach osko osk k hisab se profit nahi deti hai wo leraning k hisab se profit deti hai es liye har trdaor ko apni trading main se laach or emotionl ko khatm karna ho ga os k bad wo es main unlimited bonsu or profit eran kar skty hain warna nahi
                      • #12 Collapse

                        market main boht say log kam karty hain humaina gr success hasil karni hay to practice say kam karna ho ga is main perfect hony kay liye humain kafi mehnat say kam karna ho gjis say hum trade ko achy say use kar sakty is main apny expereience say kam karna ho ga or startgy ko use karna ho ga
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          agar hum forex trading main theak say money management karty huway trading karnay main he faida hota hay agar hum esmain money management nahi karen gay to es chakar main hum market main earning nahi kar sakty es business main profit humary experince ki base par he hota hay tab he hum safe earning kar sakty hay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X