Safe trading ya money management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Safe trading ya money management
    Agar hamary account main sufficient balance available hai ky ham bari lot ky sath bhi trade open ker sakty hain tou kia aesy main hamain safe trading kerni chahiay ya money management bhi must hai phir safe trading ho sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Safe trading tou forex market main trading kerty huey pehla option hona chahiay but jab apko kisi open trade main loss ho jata hai then apko money management ker ky previous loss ko recover kerna chahiay isliay yeah second option hota hai but both safe trading aur money management apni apni importance rakhty hain
    • #3 Collapse

      forex trdaing main aghr hmain trdaing k liye hmary pass bonus zeyda bhi hai tu hmain barilot k sath tab tak trdaing nhai karni chahye jub tak hmain khud par confident nahi hai k hum es trade se profit haisl ka skty hain k nahi q k nbari lot main loss hony par hmara account wash ho jata hai es liye apni maony mangmnt k sath trdaing karen
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        forex trdaing main jub hmain trdaing karni ho tu hmain api trdaing main take profit ka use karny ki zaraort hoti hai q k jub hum apni trdaing main take profit ko use karty hain tu hmari money mangmnt khud he ho jati hai es liye hmain apni money mangmnt karna zeyad zarori hota hai

        اب آن لائن

        Working...
        X