Silver & gold ke movement
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Silver & gold ke movement
    ASLAMUALEKUM fellow mambers main ap se yeh pochna chahta hoon ke gold aur silver dono commodities hain aur milte julty hain to kya yeh movement bhe akhty karen ga matlab agar ap ko ek py pattern mil raha ho to ap dono ko ek jasa consider karen ge ya yeh opposite bhe move ho skty hain????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear silver and gold men kabhi kabhi movement khatarnaak had tak barh jati hai jisse chotay account k sath control krna bahot mushkil ho jata hai isliye hamen silver and gold se door rehna hi Beter hai
    • #3 Collapse

      silver or gold ke trading risky hai or bad time main en ke movement bht he zida fast hoti hai ya tu yeah good profit de jate hain ya phir en ke waja se big lose ho jata hai friday ko en per trading krne se hame avoid krna chye es din main aksar en ke movement bht hi zida fast hoti hai or jab movement fast ho hame en per trading nh krni chaye market ko watch kr ke or thora wait kr ke hi hame trading krni chye phir ham acha profit le skate hain
      • #4 Collapse

        Silver aur gold ki movement ziada tar US dollar per depend karti hai. Jab US dollar strong hota hai tu in donon ki price down hoti hai aur agar US dollar weak hoti hai tu silver aur gold ki price ooper jati hai. Is lie apnay analysis US dollar per hi karain gay tu aap ko gold aur silver ki trading main profit ho sakay ga.
        • #5 Collapse

          Main ny kei dafa same time main both gold aur silver main trade ki hai aksar dono ki movement same directions main ho rehi hoti hai but kabhi kabhi aesa bhi ho jata hai ky aik ki movement bahot zyada ho jati hai jabky dosry pair main movement bahot kam hoti hai
          • #6 Collapse

            bhai forex trdaing main trdaing karny k liye hmain en pair ko aik dosry jesa nahi smjhna chahye q k gold ki momnet main boht taizi hoti hai jub k oil k pair main jo market ki moving hoti hai wo gold ka pair ki nisabat kam hoti hai es liye donu ko aik he trah hum handle nahi kar skty hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              forex trdaing main gold ki trdaing karty wakt risk zeyda hota hai q k gold ki market boht tezi se move karti hai jis k wahjh se hmain profit or loss bhi ostni taizi se he hota hai jub k oil ki market gold ki market ki trah nahi hoti hai es ki moving slow hoti hai es liye hmain apny anlsye use kar k trdaing karni chahye

              اب آن لائن

              Working...
              X