Over confidence ki wajah se ap ki skills fruitless hojay gi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over confidence ki wajah se ap ki skills fruitless hojay gi
    Over confidence is harmful
    Skills bohat mehnat se banti hain kaafi experience se jab trader learning ki koshish karta ha expert banta ha learning mei tabhi usski skills banti hain bagair skills ki kamyabi nai hoti ye precious hoti hain ap ki trading mei over confidence ap ki skills ko waste kar detay ha kabhi b ap trading mei over hon patience kay satah skills kay mutabik trade karain
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G haan over confidence humari skills k lye bohat harmful hota ha iss ki wajah se humari tamaam mehnat tamaam skills ki mehnat fruitless he ho sakti ha kyon ky hum over confident hokr he loss krty haen humy bachna chaye
    • #3 Collapse

      G haan humari skills humari bohat mehnat sey banti hain humay inka waste nai krna chaiye ye emotions humaray discipline humaray trading plan ko break kr detay hain humy har surat apnay emotions ko control karna chaye warna ye emotions really fruitless kar de gi humari skills ki
      :p Yes You Can Do :p
      Honesty + Sincerity = Prosperity
      • #4 Collapse

        Ham log suru suru main bht zayda time dety hain bht zayda mehnat karty hain aur itne mehnat k baad hamko trading seekhty hain koi strategy bnaaty hain lekin strategy bnana kar jab thora bht faaida lety hain to us kay baad over confident ho jaaty hain jis ke wajha se hmaari etny arsy ke mehnat zaya ho jati hay aur hamko phir samjh bhe nahi aati kay ham kiya ghalti kar rahy hain.
        • #5 Collapse

          confidence say kam karna hota hay magr is kay liye aik limit hoti hay kun kay agr hum is main over cinfidence say kam karty hain to obviously humain loss ho sakta hay so humain market ko leraning karny kay sath sath market main practice ko jari rkahna ho ga jis say market ko understand karna kafi asan ho ga
          • #6 Collapse

            Dear aysa hota hai jab ap forex mai ki kisi b cheez mai over confidence show karte hain tu wo loss he karti hai ap ko cahiye k ap in cheezon mai asya na karo abl k ap seekho smjho aur phr he es bsuienss ami mehanat k sath aage chalo warna ap ko kch ahsil nhn hone wlaa...
            • #7 Collapse

              forex trdaing main akbhi bhi over confidencey show nahi karen q k yah ao k liye khtarnak ho skti hai apko forex ka jitna knolwedge hai apko otna he use karna chahye kbhi bhi apni skills se zeyda risk nahi lena chahye q k jub ap apny se zeyda ko kam main laty hain tu ap k liye mushkil bhar jati hai
              • #8 Collapse

                Over confidence ke waja say traders ko aksar baray loss ka samna karna parhta hi .traders ke jab kuch trades kamyab ho jate hain tu over confidence ke waja say traders market ka analysis kiye baghir market mai trade enter kar daite hain , aur jis trade mai analysis na ho iss trade mai tu aksar loss he hota hai.
                • #9 Collapse

                  over confidence say kam karna humary liye kafi risky ho sakta hay so humain active ho kar kay kam karna ho a skills ko use karna ho ga kun kay ziada skils ko use karty hain to trade main ziada acha profit hasil ho saktai hay magr over confidence sya kam karny say humain kafi loss hho sakta hay ziada nai hona hay
                  • #10 Collapse

                    sahe keh rahay hain ap over confidence insan ko bilkul zero py ly ata ha agar ap forex main over confidence ho kr trade krain gain tw ap is main loss khain gain is k opposite side py agar ap soch smajh kr market ko analyse kr k trade lgain gain tw ap aik acha profit earn kr sakty hain
                    • #11 Collapse

                      confedeance is the better for experience but over confedance is loss for our business or we not take over confidence so we successful in our business over confidence is loss for over business...............
                      • #12 Collapse

                        g bilkul ap ne thek kaha hai over confidence ki waja se sara experience sari skills kam nhi karti or loss face karna parta hai e s lye over confidence ko es kam se door he rakhna chahye or mehnat se he kam kar k agy barhna chahye
                        • #13 Collapse

                          g bilkual ap ny thek kha hy is mn jo bnda is mn bhe agar ya phr dunya k kisi bhe kam over confidance ho jata hy is mn wo bnda hemsha phr loss mn a jata hy is lye ko chahyeh wo dunya ka jo bhe kam karey is mn wo over confident na ho ....
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            g bhe jitna zaida over confidance ho ga is ko is itna he noqsan ho ga or na kam bnda ho ga or hna agr ap k pas confidance hy or is ki koi limit hy tu ap is mn kamyab hy kaun k her ak cheez ki koi na koi limit hoti hy ....

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X