Two best indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Two best indicator
    Dear friends jesa k ap sb jantay hain k forex trading k doran meta trader 4 ya 5 pay kafi say indicator use hotay hain jin ki madad say trading main help milti ha ap k khayal main kon kon say 2 indicators best hain
    Please share your opinion
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear main to yahi kahun ga k hamen aik leading indicator use krna chahiye aur aik laging indicator use krna chahiye ta k ham market ko proper tareqe se analyse kr saken laging and leading indicator k sath aap chart pettrn ko analyse kren ge to aap ko market analys lrne men kafi help mille gi
    • #3 Collapse

      Dost main khud naya hun PR itna pata chala hai k agar aap market ko samajhnan chahtay ho to h4 ya d1 use karnain or peechay analysis Karen k market konsa trend show kar rahi hai phir aapko sahi pata chalayga k market ab up jayegi ya down or kahan tak jayegi
      • #4 Collapse

        Indicater do kisam ke hoty ab ye AP pe depends karta Hy ke konsa aor kiss kisam ka indicater aap use karna chahty hen kuch indicater feuter ke pridiction karty hen aor kuch indicater maojoDa situation ko dikha rhe hoty hen
        • #5 Collapse

          Forex trading main wesr tou boht se indicator hay par sab se best indicator ko mers khyal main hay wo rsi aur boringer band indicatr hay jin se hun trading main bobt help lay sakte hay main khud bhi in par botvtime se worak kar rai hun aur faida hasil kar rai hun ye boht acha kaam karte hay
          • #6 Collapse

            Leading indicator aur lagging indicator best hain is se ap kafi help le saktey hain is me future planning b ker saktey hain Jo ap k liey bohat useful hai agr ap achi trading kerna chahtey hain to is ka acha result miley ga.
            • #7 Collapse

              Indictors k barey me mera knowledge abi ni hai kiun k real account me abi trading start ni ki lekin abi doston k comments parhey hain to in indicators k barey me zaror study karoun ga aur apko zaror share karoun ga ta k sab k knowledge me izafa ho.
              • #8 Collapse

                mery brother app nay ache baat poche hai forex main mt4 our mt5 k andar to kafi indicators hoty hain our app nay do indicators easy poouchy hain jo acha profit dain to main app ko btata chaloun k app k leay wo indicator best hoon gay jin ka app ko knowledge ho ga ager rsi ya moving averages ka knowledge app nay hasil kai hai to wo laga lain ager kisi inidcator ka ka app ko knowledge nahe hai to wo useful nahe ho ga wesay to mt4 k sab indicators useful hain
                • #9 Collapse

                  forex trdaing main har indicators he best hain es liye hum kisi aik ko prredr ahi kar skty hain es liye hmain apni leraning ko use karty howe indicators ko use karna chahye jis se hmain achi trading karny ka moka mily or hum asani ks ath indicators ki help lrety howe apni trdaing main acha profit bhi gainkar saken
                  • #10 Collapse

                    agr indicators ka use karna chahty hain to humain is main kafi leraning kar kay kam karna ho ga ta kkay market main ziada loss nai ho sakay is main demo ko use karty hain to sb indicators ko use karna ho ga is moving avrage ko use karna ho ga or b boht say indicators hum trade main istmal kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      dekhain market may bohat say indicators mojoud hay in may say her aik reliable hay lekin iss ko use kernay ka tareeqa aana chahiye market may jo indicators mashhoor hay un may RSI Bollinger Bands STOCH MACD ICHIMOKU CLOUD waghera or inkay ilwawa bohat say indicators hain jinko as a pir use kia jaata hya
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        brother main to sma rsi macd use karta aap in main se koi b use kar sakte hai lekin yeh indicator har time aap k mode par pura nai utray gai behtar hai aap pair ki news par b nazar rakhain phir faida ho ga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X