Kia ashy profit ke liy long wait kerna zarory hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia ashy profit ke liy long wait kerna zarory hy
    Dear jub ap ko aik asha aur heavy profit chay ya ap aisa chahty hn to ap ko long term trade lagany chay aur wait kerna chay sometime trade profit main jaty hy to khush new trade usi profit per trade ko juldy main close ker daity hn jub ke jo wait kerty hn wo profit bh asha bnaty hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ziya tar traders achy profit earn karny k liye long term trades lety hain q keh is main risk kam hota hai..aur profit bhi acha ban jata hai...short term trade main risk ziyada hota hai.. patience is key in Forex trading ..
    • #3 Collapse

      baat ye mere bayi ap ko agr zeyada raqm ki zaroorat parh gyi ha to ap long trade lagani chahiye ap ko jitne paiso ki zaroorat ha ap wo istamaal kar sake, ye kaam thora risky par namumkin nhi h is lye koshish karte rahe
       
      • #4 Collapse

        agar to ap zeyada paiso ki long trade lagyi ha to phir ap ko lamba wait karna hi hoga kiyo ke lambi trade zeyada se zeyada 1 se 3 din lag jaate hai.
         
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          bhai apki bat sahi hai maghr yah market ki moving par hota hai hmain pahly markeyt ko chak karna hota hai os k badhe apni trdae ko close kiya jata hai aghr tu hmain acha profit mil rha hai tu market ki zara se moving se wo market gir skti hai or hmara profit loss main change ho jta hai jo trdaor ays akarty hain wo sahi karty hain wo kam profit par he trade close kar dety hain ta k un ko koi nuksan na ho

          اب آن لائن

          Working...
          X