For serious taker advice comes from loss and bad experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    For serious taker advice comes from loss and bad experience
    Best traders takes seriour their mistakes

    Dear traders dear members ye bat confirm ha k start mey har koi mistakes karta ha lakin kamyabi wo le jata ha jo unko samjhta ha unse advise le leta ha jo log waqay he seriour taker hotay hain acha mashwra lenay walay hotay hain wo apnay loss aur buray experience ko lesson letay hain aur dubara wo ghalti nai kartay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, jo bhi seniors aur expert trader hain wo apni mistakes ko bhi serious lete hain aur unka sab se ahm kaam yahi hota hai k wo apni mistakes ko note krte hain k ham se kab aur kia mistake hui hai iss tarah se wo apne experience ko grow krte rehte hain hamen bhi apni mistakes per bar bar practice kr k trading se mistakes ko door krna chahiye ta k ham bhi apni trades ko better tareqe se run kr saken
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      G ha dear ye to ap ne bahobahot hi achi baat ki hai hum ko ye choti choti baaty note krni chaye ta k hum ais market mai asani se kamyab ho saky kun k ais market mai bahot kam log hai jo ais mai achy se kaam kar rahy hai humy chaye k hum aun ko follow kary aor apni ghaltian khtam kary jo hum kar rahy hai.
      • #4 Collapse

        Dear friends, forex main loss ka risk hota ha aur loss hamain apni mistakes ki waja se hi ata ha...but jo log en mistakes se sabak hasel kartay hain aur future main trading en mistakes ko remove kar k kartay hain to wo kamyab trader ban jatay hain...
        • #5 Collapse

          Bilkul sahi kamyabi usi waqt he possible hai jab ap apnay kam main expert nahi ho jaty agr forex main apko loss hota hai to aik acha trader voe hai jo is loss say lesson lay achi achi advise lay aur next is mistake say avoid kary jab apni mistake ko ap lesson main convert kar lety hain to ap is say learn karty hain aur next loss say safe rehty hain
          • #6 Collapse

            g han new traders se mistakes ho jati hey magar jo traders bahot zeyda trading experience key bawajod be trading me mistakes karty hey esy traders apni trading mistakes ko ignore karty hey jes se wo kabi be advice nahi lety,
            agar traders apni ki gai mistakes me se advice le lety hey to esy hi traders kamyab ho sakty hey ham learning apni trading me key gaye loss me se be kar sakty hey.
            • #7 Collapse

              yes brother shuru main waisay seb se galty hoty hai pata nai wo kon sa star ho ga jis ko shuru main b galty nai hoty ya phir boht kam hoty hai but kamyab wo hote hai jo apny galtian se sikhtay hai yeh galti dubara na karnay ki puri koshash karte hai
              • #8 Collapse

                Je haan aik samjahdaar trader he kuch seekhnay ko leta hay aik serrious trader ko he apni mistake se advice aati hay kay usko kya mistakes hain jo usko loss de rahi hain aur unn ko kasay control krna aur improve krna hay asa trader he ghaltiyon se seekh kr kamyabi leta hay
                :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                PLEASE VISIT HERE
                • #9 Collapse

                  G haan sekhnay walay k lye he mistakes se barri koi cheez ni loss se barri koi cheez nai wahan se he sabak haasil kr leta ha tou ap ne theek kaha k sirf serious taker he seekhta ha ossi ko advice haasil hoti ha
                  :p Yes You Can Do :p
                  Honesty + Sincerity = Prosperity
                  • #10 Collapse

                    G haan aik achi naseehat ap ko loss se leni chaiye loss se bohat barra lesson milta ha k humay wo ghaltiyan dobara krk loss nai krna par baat sab samajhdaari ki ha k humay khod ki ghaltiyon ko improve krna ha phr kamyab hojay gay
                    • #11 Collapse

                      dear i think ke trading aik asa business hai ke is mein emotion py jis ne control rhaka aur apne experience se kam liya wo success ful trader hai q ke forex mein jitne be trader loss karte hain wo just emotional ho jate hain aur trade mein loss kar jate hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        forex trdaing main jo kamayb trdaor hoty hain or kuj karna janty hain ohi apni glatiun se sikhty hain kuj trdaor aik glati ko bar bar nahi dohraty hain os sse leesion lety ain es liye hmari har glati hmary liye leraning k atopic chorti hai k hmain ab kis main focus karna hai tu hmain apni har galti sodharni chahye yahi kamyabhi hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X