ap market ko kitne tareko se dekhte ho
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ap market ko kitne tareko se dekhte ho
    salam to all dear fellow traders,
    ap market ko kitne tareko se dekhte ho ?
    mera yahan par ye sawal hai or kuch wazahat bhi hai

    akser mene dekha hai k log khud ka bus personal analyse kr lete hain bus chart ko dekhte hain or apni stragety laga kr wo bus trade laga dete hain jisko technical analyse kaha jata hai layken wo ye mistake krte hain k na he wo news ko dekhte hain or na he fundamanetal analyse krte hain jo k bht zarorri hota hai q k technical analyse to sahe ja rhe hotay hain or apki trade bhi layken jese he koi news ajati hai to market 1 dum apki trade k against bhi chali jati hai es lia hume sub cheezain dekh kr he confirm hokr trade lagani chahe dosto.

    ap log batao ap market ko kitne tareko se dekhte hain apni trade laganay se pehle ???

    post pasand aye hoge to thanks karengay ap
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai main ap se totally agree karta hoon agar ap scalper hain phr fundamental koe farq nahe parta lekn agar ap long term kar rahe hain to phr fundamental must hain ap trade open se pahle ek baar news ko dakhen phr agar us pair py major news nahe to trde open kar lain aur sath market sentiment read lazmi karen ke zayada force kiss side ke haiClick image for larger version

Name:	8AEA487C-FC2A-419B-AD57-55879FB1E04C.png
Views:	1
Size:	14.3 کلوبائٹ
ID:	12318516
    • #3 Collapse

      forex market main agar hum trend ko daikhty huway trading karen gay to he hum market main achi trade kar sakty hay es business main hum khoob focus karna chahiye kyun keh focus kar kay trading karnay main he faida hota hay es business main khoob focus karna chahiye kyun keh es trha safe trading kar sakty hay
      • #4 Collapse

        bhai forex trdaing main har trdaor apny knowledge ki hisab se trdaing karty hain sub ki alalga lag trdaing ka syle hai es liye hmain chahye k aghr hum apni palning ko bhi follow kar rahy hain tu hmain apni trdaing main risk ko kam se akm add kar k karna chahye ta k hmain loss na ho baki koi rtrador jis trah bhi trdaing karna chahty hain kar skty hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Market analysis karnay say pehlay News Calendar main news ko dekha jaata hay takeh kisi currency per News say pehlay trade na lagaee jaa aay. Agar koi news nahi hay tab bhi kisi achi News Squawk service website ka baar baar visit karna chahiye takeh agar koi un-scheduled news ajaa aay tu us ka fori pata chal ja aay. News jab aa jaay tu phir Sentiment k analyse karna chahiya, us k baad phir Technical Analysis karnay chahiyain.

          اب آن لائن

          Working...
          X