Humean us time tak hard work kerna ho ga jab tak success nahe milti agree or not????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Humean us time tak hard work kerna ho ga jab tak success nahe milti agree or not????
    mery dosto trading business itna mushkil bhe nahe hai our itna hard bhe nahe hia ger app log us main kamyaab hona chahty hain to iak din main to success kiisi bhe karobar main anhe milti hai us k leay app ko lagtataar mehnat kerna ho ge pher ge pher he app ko success hasil ho ge our looser forex main wo hota hia jo loss k dar ki wja say us ko choor jata hai app log apna experience share kerean k kia humean loss ki wja say forex ko choor dina chahy ya kerty rhena chahy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hard work is always key to the success forum frndz insta forex py kam krty huy hmain us time tk hard work krna chaiy jb tk hm aik kamyab business man or aik achy trader ni ban jaty or wo us Surat hi ho skta ha jb hm ply knowledge hasil krny ma hard work karain or phr great anylsis kr k achi trading k liay hard work karain
    • #3 Collapse

      forex me success hasil karna hard bilkul be nahi agar ham apni forex education hasil karny ki koshish karen, forex me learning aur experience hasil karny ki koi last stage nahi, traders jetna experince hasil karny ki koshish karen gey traders k0es business me improvement karen gey.
      • #4 Collapse

        G haan humay uss time tak kaam krna hoga hardworking krni hogi jab tak kamyabi nai le letay success asaani sey kisi ko b nai milti oskay lye bohat ziada mehnat darkaar hoti ha agar hum kamyabi lena chahtay hain lagatar iskay lye humen mehnat chaye hogi tabhi experience barhay ga success hojay gay
        • #5 Collapse

          apka bhout he acha sawal hai lekin mere khayal ke mutabiq hume aur waqat hard work karna ho ga jase he ap apna hard work nai kare gy aur loss kare gy apne ap ko tu ap is mein loss kar jye is lye hard work kabi nai chorni chye.chye ap bhout he successful q na bn jye
          • #6 Collapse

            I Agree with this statement k hum us waqat tak koshish karni cahyh jub tak hum kamyab nahe ho sakty aur kesee be cheez ho udhara nahe chora cahyh.Ager ap Try try try karin gay to ek din kamyab ho jaye gay aur kamyabi ap k qadam chomay geee ees leayn practice kabi nahe chori caheyh..........
            • #7 Collapse

              Of course friends, agar ap ne kamyab hona ha to ap apni success tak mehnat kartay rahen..aur forex main ap ko mehnat tab tak karni parti ha jab tak ap forex ki basics ko learn nai kar letay aur ap ko experience nai ho jata..
              • #8 Collapse

                Forex main ap ko har tine he hard working ki zaort hoti hai kun k ye market technicals or fundamentals donoun par proper work karti hai is main say kisi bhi cheaz ko ap ignore nahin kar sakty is liye jab tak ap is main working karty rahy gein khud ko is mian proper in rakhain gein ap is main successful rahain gein lakin ap kabhi bhi is main khud ko complete nahin samjh sakty kisi na kisi waqt main market ap k against chaly jati hai or us time khud ko control karna or acha decesion lyna yahe ap ko hard working say seekhny ko milta hai
                • #9 Collapse

                  yes brother aap ki baat thik hai but succes karnay k liay aap jab tk forex par hai mazeed sikhte raho jo galti baki bach jay usay b khata kro aisay plan banao kam waqat main zaida profit ho apnay brain se trading kare
                  • #10 Collapse

                    agar hum hard work karen gay to he hum forex trading main achi earning kar sakty hay so humay money management karty huway trading karni chahiye tab he hum esmain safe earn kar sakty hay esmain agar hum seekh kar demo account par practice kay baad trading karen gay to hum acha earn kar sakty hay esmain mehant karni chahiye
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      g hanbhai apki bat sahi hai or main apki post se garee hun forex trdaing ki leraning kbhi bhi kahtm nahi ho skti hai es main hmain daily kuj na kujs ikhny ka moka milta rhata hai es liye hmain kmayb hony k liye tab tak mahnt karna ho gi jub tak hum forex main achi trah es ak knoewledge gain nahi kar lety hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X