Learning ko demo main apply ker better experience hasil kia ja sagta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning ko demo main apply ker better experience hasil kia ja sagta hai?
    Forex main traders jo bhe new hai ya old hai wo learning boht kerta hai but wo fail he hota hai our us ko us ki reason samjh nahe ati hai jesa k price action ka kis trader ko nahe pata hai abhe to learning sources itnay easy ho gaey hain k her new traders ko bhe candles pattern ka pata hota hai but aj say 3 say 4 saal back jain to us time utna kisi ko nahe pta hot tha but abhe pata honay k bawajood fail hony ki reason yahi hai k humeri practice nahe hai to humean demo main must 2 aik monht apny knowledge ko use ker k experience hasil kerna chahy pher he hum achy trader ban sagain gay share your opinion .....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han jnb aap nain bht achi baat share ki hai meri Raye bhi same hai is baray main agar aap naye naye hain trading main to aap aik demo account open karain or us PR trading seekhain or yeah baat mind main rakhain k kitni invest ho to aap market main kaafi arsa trade kar saktay ho q k balance ziada hoya hai demo main to insane real main jub account open karta hai to phans jata hai
    • #3 Collapse

      Ap log jo kuch bhi chahay wo iss forum se seekhien ya kahien aur jesa k youtube twitter weghaira. inn sb maamlaat mein aik cheez ka khaas khyaal rakhien k jo kuch seekha hai uss ko sb se pehle demo account pr test krein. Agr app direct real account py jayein gy to aap ko loss hi ho ga
      • #4 Collapse

        G brother ye tu bout common bat ha k insan jis field ma bi experience or practice k bina enter ho ga tu wo fqt fail hi ho ga or agr hm forex trading ki bat karain tu hmara sb sy pyla best maqsid seekna ha lakin some time as aysa hota ha k hmain phr bi loss ho jata ha us ki sb sy bari wajha practice ha ku k hm logo ny Jo seekha ha hm us directly real account py follow krty hn lakin hmain apny anylsis ka pta krna k liay ply practice ki zrort ha or us ki betreen jaga demo account ha
        • #5 Collapse

          Yes dear ap sahe keh rahay ho hmaim chaheay k sb say pehlay forex ko learn kr k demo pay practice krni chaheay agr demo ko real account samjh k use krain gay aur us main kamyabi hasil krtay hain to real account pay hmain kamyabi say koi nai rok skta kyun k real aur demo main koi farq nai sirf demo main amount farzi hoti ha jb k real mai n apki amount real hoti ha. Dosri bat yeh ha k jis tarha pakpip keh rahay hain aj kal learning k sources bahut ziyada hain to me agree krta hun ab hmain sirf demo practice he acha trader bna skti ha so jald bazi nai krni chaheay.
          • #6 Collapse

            trading ka experience hamesha demo account par hi ho sakta hay, real account me ham learning ka koi tajarba karny ka risk nahi le sakty hey, jo traders demo ki practice nahi karty esy traders ki trading me hamesha experience ki kami rehti hay jes ko pora nahi kia ja sakta hay.
            • #7 Collapse

              Aslam o alikum dear brother aap nay acha comments kai hai kay aap new hai too demo aap ko forex trading kay laiy kafi acha learn kr sakain gay es lay aap demo ko use krain aur apna experience hasil krain demo best for learning and earning
              • #8 Collapse

                Yes Forex trading business ki learning k liye best jaga demo trading account me practice hai q k demo trading account 100% copy hai real trading account ki to real rading ka experience demo se new traders hasil kere or then achi practice k bad real trading me trading kere means real trading me investment se phele demo trading account per practice ker ley to bohat acha hai werna direct real trading ko join kerna bohat ziada risky hai.
                • #9 Collapse

                  Jee han bhai kuch traders aisy hoty hain jo learning kay bad bhi trading main fail hoty hain unki main waja ye hoti hai kay wo jo learn karty hain usko demo pay apply nahi karty ya jo plannings bnaty hain uski practice nahi karty bhaiyo jo trader apni strategies ko demo py apply kar ky pas karta hai aur practice kay bad real account par trade karta hai wo zaroor kamyab hota hai
                  • #10 Collapse

                    demo account ki learning traders ko life time trading business me help de sakti hay, demo account me trading just learning aur expernice hasil karny key ley hi karni chaye, aur traders ki yahi koshish honi chaye key demo ki practice long time key ley honi chaye
                    agar short time key ley demo ki practice ki jaye to proper hamy es se trading ka expernice hasil nahi ho sakta hay.
                    • #11 Collapse

                      dost yeh toh aap ki baat bilkul theek hai Ke Jo Bhi Hum learn Karte Hain woh tab tak useful nahi hoga Jab Tak Hum usse demo Mein apply nahi kar lete hain Kyunki Jessica Ek Doctor Panchal study karta hai lekin uske baad wo Ek Saal House Job Karta Hai Jisme wo sirf practice karta hai ISI Tarah finance padhne wala 3 mahine 1 Bank Mein kaam karta hai practice karte hai aur uske baad wo ek accha main kar banta hai same ISI Tarah Ek accha trader with tab Banta Hai Jab Woh apni learning kya Jo kuch usne Paida Hota Hai uski practice karta hai usko practical Mein Leke aata hai jo keyboard demo Mein kar sakta hai uske baad wo ek professional trader banta hai Hum Bhi Toh knowledge demo apply Kare aur perfect ho toh phir usko real account mein apply Karenge toh Hame accha profit Milega Aur kamyabi Ho
                      • #12 Collapse

                        agar hum demo account par trading ki practice karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay es business main humay jald bazi nahi karni chahiye kyun keh jald bazi main market main earning nahi ulta loss he hota hay humay chahiye keh market main sabar kay sath he kam karen kyun keh sabar say kam karnay main he faida hota hay
                        • #13 Collapse

                          agar hum demo account par trading practice karen gay to hum bohat achi earning kar sakty hay es business main khoob time dainay main he faida hota hay es business main money management karty huway trading karnay main he faida hota hay es business main dil lga kar time daina chahiye tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            forex trdaing main demo account par trdaing kar k hum apna expernce gain kar skty hain demo account main trdaing karna hmari aik trah se practice ho jati hai jo k hmari trdaing main hmara expernce bhi gain karti hain tu hmain chahye k hum apni trdaing ko pahly demo account par kar k chek karen os k bad real account main trading karen

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X