Humean apni trading ko emotions say safe kernaa ho ga...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Humean apni trading ko emotions say safe kernaa ho ga...
    my trading fellow forex main ager successful traders ki dooar main ap ko shamil hona hai to pher apni trading ko emotional trading say safe kerna ho ga app ko her haal main apny emotions ko control kerna ho ga pher her app us ko control ker sagty hiean our pher app ko us main real success milay ge app ko hard work kerna ho ga or app kamyaab trader ban jain gay emotions k sath trade ker k app her month account he wash karen gays
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han jnb aap koi bhi business kartay hain us main basic cheez yeah hoti hai k aap apnain hawaas kitnain qayem rakhtay ho aisa nan ho thorax sa loss ho or aap ghabra jao trading kitni relax mind and open ki jayegi itna acha profit hoga so panic honain ki koi zarorat ni hai aur easy reh k trading karen
    • #3 Collapse

      G han bro forex trading main emotional hona trading ke liy bahut hi dangerous hy ager ap ne forex trading profession main kamyabi hasil kerny hy to emotion pr control kerna seekho, ap ko relax ho ker fresh mind ke sath trading kerny chay
      • #4 Collapse

        Suucessful traders hamesha family ko time detay hain. wo kbhi bhi trading aik khass hadd se ziada nahi krtay. Emotions jese k ghussa aur sadness yeh dono cheezein trading py negative impact rakhti hain. aur inn dono feelings mein aap ki trading sense khtam ho jati hai. Jazbaati honay ka fiada nhi hai.
        • #5 Collapse

          Dear sir are absolutely right ma mukmal tor sy apki bat py itfaq krta hn insta forex py kam krty huy agr hm log aik acha profit hasil krna chaty hn tu hmain apni trading ko emotionless bnana ho ga Ku k aik successful trading k liay mind ka relax hona bout zarori ha shukria
          • #6 Collapse

            g han trading se agar ham apni emotions ko door raken gey to hi es business se kamyabi ki umeed ki ja sakti hey, jo traders emotions ko control karny me nakam ho jaty hey esy traders a es business me success key chances be kam ho jaty hey.
            • #7 Collapse

              aapne bilkul hi thik baat ki hai mai aap ki baat se Ittefaq Karti Hoon Hame forest ke andar Apne emotions ko fully control karna hoga jis mein Chand Ek factors Hai Jeene ki wajah se Hame coffee loss hota hai Jisme jis mein laalach sabse bada sakta hai Jo Hum Mein Kafi nuksaan par jata hai aur Hamara account zero ho jata hai uske baad money management Tamhankar na Hogi ye baat aap ki theek hai lekin Hume Pehle is Karbonn SP banana hoga aur uske baad hum achha Arun kar Payenge forest cake uspe 620 aap ne bataya hai wo Hame lazmi follow karna padenge Teri Hum Apna Bana save kar Payenge
              • #8 Collapse

                Forex trading mai emotion per traders ka control jitna acha ho ga in ke trading mai itne he achy results mil sakty hain. jab emotions traders per havi ho jatay hain tu phir traders market mai Analysis ke base per trading nai karty hain balkay apny emotion ke asar mai trading karty hain jis ke waja say loss kay chances bohot barh jaty hain.
                • #9 Collapse

                  G haan ye emotional trading jiss mey laalach ap ko ghalat force krti ha jis se ap ka loss hota ha ap ko emotions ko apni trading se door krna hoga tabhi hum success honhay emotion humari trading planing ko bekaar kr detay hain
                  • #10 Collapse

                    asalam obalaikum Emotions jese k ghussa aur sadness yeh dono cheezein trading py negative impact rakhti hain. aur inn dono feelings mein aap ki trading sense khtam ho jati hai.
                    • #11 Collapse

                      yes forex ke trading main emotion per control lazmi hai jab tak ham es per control nh kr pate hain tab tak ham apni trading main good profit kabi bhi nh le sakte hain or na he success ho sakti hai trading main or forex ke trading main experience most important hai es ke bina or hard working ke bina bhe ham log success nh kr skte hain trading main es liye learning or experience most important hai trading main
                      • #12 Collapse

                        forex trdaing aik risky business hai es liye es main kuj bhi ho skat hai es liye es bat k liye mind bna lo k hmain kuj bhi face karna hai or hmain osko control karn ahai apny emotion main akar mazzed koi risk nahi lena tu mera khyal hai k hum boht achi trha trdaing kar skty hain jo k without emotions ho gi
                        • #13 Collapse

                          Dear friends, agar ap forex main kamyab hona chahtay hain to ap ko apnay emotions pa control karna chaheay...kuch log dosro ko earn karta daikh kar jazbati ho jatay hain aur without experience trading start kar detay hain...as a result un ko loss ata hay.
                          • #14 Collapse

                            agar hum emotional ho kar trading karen gay to humari trading theak nahi hoti humay chahiye keh market main theak say fresh mind kay sath trading karen tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main khob focus karna chahiye tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              agar hum emotions ko control rakh kar trading karen gay to humari trading achi aur behtreen ho sakti hay esmain humay emotions ki zad main aa kar trading nahi karni chahiye kyun keh es trha hum market main achi earning nahi kar sakty esmain bohat mehnat karni chahiy tab he humari trading achi hoti hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X